SEARCH RESULTS
Showing search results for "rakhsh"
Ghazal MATCHES FOR "rakhsh"
Ghazal
kuchh to mire pindaar-e-mohabbat kaa bharam rakh
tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
rau me.n hai raKHsh-e-umr kahaa.n dekhiye thame
ne haath baag par hai na paa hai rikaab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
hazaar saahib-e-raKHsh-e-sabaa-mizaaj aa.e
basaa hu.aa hai vahii shah-savaar aa.nkho.n me.n
Parveen Shakir
Ghazal
Nuzhat Abbasi
Ghazal
ek raKHsh-e-sa.ng thaa aatish-kade ke saamne
ek niilii mom-battii dast-e-aahan-gar me.n thii
Sarvat Husain
Ghazal
hai raKHsh subuk-sair bahut umr-e-ravaa.n kaa
gir jaa.e ko.ii shai to uThaanaa nahii.n miltaa
Khursheed Rizvi
Ghazal
ab haath hamaare hai inaa.n raKHsh-e-junuu.n kii
ab sar pe hamaare kulah-e-sa.ng-e-butaa.n hai
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
qailuula kar rahe ho.n kisii niim ke tale
maidaa.n me.n raKHsh-e-umr bhii chartaa hu.aa saa ho
Adil Mansuri
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
zaKHm bhii taaza thaa aur us pe havaa bhii taaza
dil ne rakkhaa thaa magar raKHsh-e-du.aa bhii taaza
Kishwar Naheed
Ghazal
rakh ke madaar-e-shauq kisii aaftaab par
tuu sa.ng-e-intizaar pighaltaa hu.aa bhii dekh
Kishwar Naheed
Ghazal
Yasmeen Habeeb
Ghazal
mirii nazar ke saamne hai aa.ina rakkhaa hu.aa
tirii nazar kaa husn-e-intiKHaab dekhtaa huu.n mai.n
Mahir Abdul Hayee
Ghazal
Aatif Waheed Yasir
Ghazal
raakib ko ek baar giraa de jo raKHsh-e-umr
mumkin nahii.n vo is pe ho baar-e-digar savaar
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
raKHsh-e-fikr ko apne kiijiye zaraa mahmez
nau-ba-nau mazaamii.n kaa dar abhii khulaa saa hai