SEARCH RESULTS
Showing search results for "re.ng"
Ghazal MATCHES FOR "re.ng"
Ghazal
yuu.n re.ng re.ng kar na guzarte the roz o shab
dariyaa-e-ziist bhii kabhii jaulaaniyo.n me.n thaa
Riaz Majeed
Ghazal
haatho.n me.n nayaa chaa.nd pa.Daa haa.np rahaa thaa
raano.n pe barahna sii namii re.ng rahii thii
Adil Mansuri
Ghazal
Zulfiqar Aadil
Ghazal
na re.ng mausamii kii.Do.n kii tarah pastii par
falak se bhii ko.ii uu.nchaa maqaam paidaa kar
Makhmoor Jalandhari
Ghazal
saa.e kii tarah re.ng rahaa huu.n zamiin par
guzre hu.e zamaano.n kii aavaaz-e-paa liye
Nazeer Qaisar
Ghazal
Syed Naseer Shah
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
re.ng kar aa.e.nge ye mere garebaan talak
aastiino.n me.n nahii.n naag ye palne vaale
Syed Yasir Gilani
Ghazal
nabz-e-haalaat me.n ab re.ng ke chaltaa hai lahuu
kaash rakh le tuu utarte hu.e dariyaa kii laaj
Sher Afzal Jafri
Ghazal
qanaa.at na kar aalam-e-ra.ng-o-buu par
chaman aur bhii aashiyaa.n aur bhii hai.n
Allama Iqbal
Ghazal
aashiqii sabr-talab aur tamannaa betaab
dil kaa kyaa rang karuu.n KHuun-e-jigar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
gulo.n me.n rang bhare baad-e-nau-bahaar chale
chale bhii aa.o ki gulshan kaa kaarobaar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
mat puuchh ki kyaa haal hai meraa tire piichhe
tuu dekh ki kyaa rang hai teraa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
phuul se rang judaa honaa ko.ii khel nahii.n
apnii miTTii ko kahii.n chho.D ke jaa.e.n kaise