SEARCH RESULTS
Showing search results for "ret"
Ghazal MATCHES FOR "ret"
Ghazal
aaKHirash vo bhii kahii.n ret pe baiThii hogii
teraa ye pyaar bhii dariyaa hai utar jaa.egaa
Parveen Shakir
Ghazal
ajab charaaG huu.n din raat jaltaa rahtaa huu.n
mai.n thak gayaa huu.n havaa se kaho bujhaa.e mujhe
Bashir Badr
Ghazal
sunaa hai raat use chaa.nd taktaa rahtaa hai
sitaare baam-e-falak se utar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
bint-e-sahraa ruuThaa kartii thii mujh se
mai.n sahraa se ret churaayaa kartaa thaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
ret hii ret hai is dil me.n musaafir mere
aur ye sahraa tiraa naqsh-e-kaf-e-paa chaahtaa hai
Parveen Shakir
Ghazal
ai ret ke zarre tiraa ehsaan bahut hai
aa.nkho.n ko bhigone ke bahaane nikal aa.e
Munawwar Rana
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
havaav aa.o mire gaa.nv kii taraf dekho
jahaa.n ye ret hai pahle yahaa.n taraa.ii thii
Tahzeeb Hafi
Ghazal
sahraa se aane vaalii havaa.o.n me.n ret hai
hijrat karuu.ngaa gaa.nv se gaa.nv me.n ret hai
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
ret merii umr mai.n bachcha niraale mere khel
mai.n ne diivaare.n uThaa.ii hai.n giraane ke liye