SEARCH RESULTS
Showing search results for "rikshe"
Ghazal MATCHES FOR "rikshe"
Ghazal
biThaa ke rikshe me.n kal shab ravaana karte hu.e
diyaa jo mai.n ne kiraaya to baap rone lagaa
Shahzad Qais
Ghazal
Mushaf Iqbal Tausifi
Ghazal
vo apaahij thaa bhaTaktaa rahaa rikshe ke liye
the ba.De log to sarkaar se gaa.Dii niklii
Zeaur Rahman Jafri
Ghazal
yak nazar besh nahii.n fursat-e-hastii Gaafil
garmii-e-bazm hai ik raqs-e-sharar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
KHuddaarii-o-mahruumii mahruumii-o-KHuddaarii
ab dil ko KHudaa rakkhe ab dil kaa zamaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
har ko.ii dil kii hathelii pe hai sahraa rakkhe
kis ko sairaab kare vo kise pyaasaa rakkhe
Ahmad Faraz
Ghazal
ruKH-e-raushan se naqaab apne ulaT dekho tum
mehr-o-mah nazro.n se yaaro.n kii utar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ishrat-e-paara-e-dil zaKHm-e-tamannaa khaanaa
lazzat-e-riish-e-jigar Garq-e-namak-daa.n honaa
Mirza Ghalib
Ghazal
KHizr-sultaa.n ko rakhe KHaaliq-e-akbar sarsabz
shaah ke baaG me.n ye taaza nihaal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
haath chhuuTe.n bhii to rishte nahii.n chho.Daa karte
vaqt kii shaaKH se lamhe nahii.n to.Daa karte
Gulzar
Ghazal
raqs-e-mai tez karo saaz kii lai tez karo
suu-e-mai-KHaana safiiraan-e-haram aate hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
yaad rakkhe mujhe duniyaa tirii tasviir ke saath
ra.ng aise tirii tasviir me.n bhar jaa.uu.ngaa
Saqi Amrohvi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ye ka.abe se nahii.n be-vaj.h nisbat-e-ruKH-e-yaar
ye be-sabab nahii.n murde ko qibla-ruu karte