SEARCH RESULTS
Showing search results for "rishta e kalam mohsin zaidi ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "rishta e kalam mohsin zaidi ebooks"
Ghazal
jitnaa tahziib-e-badan se mai.n sa.nvartaa jaa.uu.n
utnaa hii TuuT ke andar se bikhartaa jaa.uu.n
Mohsin Zaidi
Ghazal
ye jaur ahl-e-azaa par maziid karte rahe
sitam-shi.aar moharram me.n 'iid karte rahe
Mohsin Zaidi
Ghazal
bas-ki dushvaar hai us shaKHs kaa chehraa likhnaa
varna mushkil to nahii.n ko.ii saraapaa likhnaa
Mohsin Zaidi
Ghazal
mai.n ek harf ma.aanii kaa ek daftar vo
mai.n ek mauj-e-saraab-e-junuu.n samundar vo
Mohsin Zaidi
Ghazal
kyaa kyaa nazar ko shauq-e-havas dekhne me.n thaa
dekhaa to har jamaal isii aa.ine me.n thaa
Mustafa Zaidi
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
ashk par gudaaz-dil haashiya cha.Dhaataa hai
ik zaraa se qisse ko daastaa.n banaataa hai
Urooj Zaidi Badayuni
Ghazal
nigaah-e-naaz se kuchh is tarah ishaare hu.e
kabhii vo suurat-e-gul aur kabhii sitaare hu.e
Reshma Zaidi
Ghazal
kisii ke dosh na markab se istifaada kiyaa
yahaa.n talak kaa safar ham ne paa-pyaada kiyaa
Mohsin Zaidi
Ghazal
kabhii gumaan se baahar kabhii gumaan me.n hai
vo be-nishaan jo maujuud har nishaan me.n hai
Shabana zaidi shabeen
Ghazal
gila nahii.n ki muKHaalif miraa zamaana hu.aa
mai.n KHud hii chho.D ke kaar-e-jahaa.n ravaana hu.aa
Mohsin Zaidi
Ghazal
har saa.ns me.n ghuTte hu.e jazbaat kaa dukh hai
jo hijr me.n guzrii hai usii raat kaa dukh hai
Reshma Zaidi
Ghazal
Ahmad Shahryar
Ghazal
ik aas to hai ko.ii sahaaraa nahii.n to kyaa
raste me.n kuchh shajar to hai.n saaya nahii.n to kyaa
Mohsin Zaidi
Ghazal
hazrat-e-dil jo kisii miss ke havaale hote
jitne gore hai.n muqarrar mire saale hote
Master Basit Biswani
Ghazal
aziizo is ko na gha.Diyaal kii sadaa samjho
ye umr-e-rafta kii apnii sadaa-e-paa samjho
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
baazaar-e-dahr me.n tirii manzil kahaa.n na thii
yuusuf na jis me.n ho ko.ii aisii dukaa.n na thii