SEARCH RESULTS
Showing search results for "ro.e.n"
Ghazal MATCHES FOR "ro.e.n"
Ghazal
taskii.n ko ham na ro.e.n jo zauq-e-nazar mile
huuraan-e-KHuld me.n tirii suurat magar mile
Mirza Ghalib
Ghazal
be-ro.e misl-e-abr na niklaa Gubaar-e-dil
kahte the un ko barq-e-tabassum ha.nsii se ham
Momin Khan Momin
Ghazal
ro.e.n na abhii ahl-e-nazar haal pe mere
honaa hai abhii mujh ko KHaraab aur ziyaada
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
ab jo bichh.Daa hai to kyaa ro.e.n judaa.ii pe tirii
yahii andesha hame.n pahlii mulaaqaat se thaa
Aitbar Sajid
Ghazal
vo jo rote ko ha.nsaane kaa hunar rakhte hai.n
gar vo ro.e.n to unhe.n kaun ha.nsaa saktaa hai
Ali Sarmad
Ghazal
us kii KHvaahish hai ki ab log na ro.e.n na ha.nse.n
be-hisii vaqt kii aavaaz banaa dii jaa.e
Pirzada Qasim
Ghazal
Anand Bakhshi
Ghazal
Ganesh Bihari Tarz
Ghazal
kuchh rahmat-e-baarii se nahii.n duur ki saaqii
ro.e.n jo zaraa mast to mai abr se barse
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
raat-bhar mere ta'aaqub me.n phire.n galiyo.n me.n
sub.h ho jaa.e to ro.e.n mujhe us kii aa.nkhe.n
Shakeel Azmi
Ghazal
kah saa.njh ke muu.e ko ai 'miir' ro.e.n kab tak
jaise charaaG-e-muflis ik-dam me.n jal bujhaa tuu
Meer Taqi Meer
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
be-qaraar hai.n aa.nkhe.n kaise ab lahuu ro.e.n
KHushk kar diyaa dariyaa dil dukhaane vaalo.n ne
Pirzada Qasim
Ghazal
Nawaz Deobandi
Ghazal
ro.e.n gale se lag ke baham KHuub ko.ii dam
kyaa dekhtaa hai ai dil-e-be-sabr-o-taab aa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
baiTh ke ro.e.n kis ko fursat hai 'baaqii'
bhuule-bisre qisse yaad to aate hai.n