SEARCH RESULTS
Showing search results for "rolo"
Ghazal MATCHES FOR "rolo"
Ghazal
kau.nde lapak rahe hai.n jazbe chamak rahe hai.n
sadiyaa.n bilak rahii hai.n lamho.n ko yuu.n na rolo
Khalid Ahmad
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
nazar bujhii to karishme bhii roz-o-shab ke ga.e
ki ab talak nahii.n aa.e hai.n log jab ke ga.e
Ahmad Faraz
Ghazal
miTTii kii ye diivaar kahii.n TuuT na jaa.e
roko ki mire KHuun kii raftaar bahut hai
Farhat Ehsas
Ghazal
Mohsin Bhopali
Ghazal
KHayaal jin kaa hame.n roz-o-shab sataataa hai
kabhii unhe.n bhii hamaaraa KHayaal aataa hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
shahr vaalo.n ko to jaise kuchh pataa chaltaa nahii.n
roktaa rahtaa hai saahil roz-o-shab tuufaan ko
Zeeshan Sahil
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
ko.ii pukaaro ki ik umr hone aa.ii hai
falak ko qaafila-e-roz-o-shaam Thahraa.e
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
hotaa hai yaa.n jahaa.n me.n har roz-o-shab tamaashaa
dekhaa jo KHuub to hai duniyaa ajab tamaashaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
roz-o-shab maar diyaa jaataa hai 'faisal' ham ko
chain se jiine nahii.n dete zamaane vaale