SEARCH RESULTS
Showing search results for "rubaa.ii"
Ghazal MATCHES FOR "rubaa.ii"
Ghazal
giit anman hai Gazal chup hai rubaa.ii hai dukhii
aise maahaul me.n 'niiraj' ko bulaayaa jaa.e
Gopaldas Neeraj
Ghazal
qasiida she'r musaddas rubaa.ii nazm Gazal
mahakte ho.nTo.n kii tafsiir hai bhalii se bhalii
Shahzad Qais
Ghazal
nazm ko gift rubaa.ii ko ataa kahte hai.n
sher vo KHud nahii.n kahte hai.n chachaa kahte hai.n
Khalid Irfan
Ghazal
na qasiida na Gazal aur na rubaa.ii likhiye
daur-e-maujuuda me.n kuchh dil kii tabaahii likhiye
Syeda Farhat
Ghazal
vahii Gaalib hai ab to jo KHariide shohrate.n apnii
rubaa.ii bechne vaalaa umar-'KHayyaam' hai saaqii
Ajay Sahaab
Ghazal
ko.ii javaab hai is tarz-e-dil-rubaa.ii kaa
sukuu.n bhii luuT liyaa be-qaraar bhii na kiyaa
Qabil Ajmeri
Ghazal
mai.n us ko phuul de kar KHush nahii.n huu.n
ki ye bhii dil-rubaa.ii KHud-kushii hai
Ejaaz tawakkal
Ghazal
dekhaa hai mai.n rubaa.ii-e-hastii ko Gaur se
par lafz naa-durust hai.n had mudda'aa Galat
Qayem Chaandpuri
Ghazal
us ke har harf se KHushbuu sii tumhaarii mahke
yaa rubaa.ii yaa ko.ii sher Gazal kaa likkhe.n
Sulaiman Athar Javed
Ghazal
Zuhair Kanjahi
Ghazal
nazm ho yaa ho rubaa'ii kahiye yaa qit'a janaab
shaa'irii kii sinf kaa shahbaaz hai urdu Gazal
Aatish Muradabadi
Ghazal
ba-qaul us ke murassaa Gazal kaa shaa.ir hai
Gazal kii aas thii us se magar rubaa.ii milii
Dr Anjana Singh Sengar
Ghazal
hai nazm tuu 'anvar' kii rubaa.ii bhii Gazal bhii
ai jaan-e-Gazal terii shanaasaa.ii Dase hai