SEARCH RESULTS
Showing search results for "rukte"
Ghazal MATCHES FOR "rukte"
Ghazal
na rukte hai.n aa.nsuu na thamte hai.n naale
kaho ko.ii kaise mohabbat chhupaa le
Qamar Jalalvi
Ghazal
sar se guzar gayaa hai paanii to zor kartaa
sab rok rukte rukte sab thaam karte karte
Zafar Iqbal
Ghazal
mere rukte hii mirii saa.nse.n bhii ruk jaa.e.ngii
faasle aur ba.Dhaa do ki mai.n zinda huu.n abhii
Sudarshan Faakir
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
vo bhii din aa.e ki dahliiz pe aa kar 'az.har'
paa.nv rukte hai.n mire terii ijaazat ke liye
Azhar Nawaz
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
Aalok Shrivastav
Ghazal
Te.Dhe na ho ham se rakho iKHlaas to siidhaa
tum pyaar se rukte ho to lo pyaar bhii chho.Daa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Safi Aurangabadi
Ghazal
Aziz Nabeel
Ghazal
paa.nv vahshat me.n kahii.n rukte hai.n diivaano.n ke
to.D Daale.nge ye zanjiir jo pahnaa.ii bhii
Qamar Jalalvi
Ghazal
tire badan kii mahak hii na thii to kyaa rukte
guzar hamaaraa ka.ii baar yuu.n to ghar se hu.aa
Amjad Islam Amjad
Ghazal
Shaheen Abbas
Ghazal
girya-e-shab se bahut aa.nkh Dare hai merii
paa.nv rukte hii nahii.n baar-e-digar paanii me.n