SEARCH RESULTS
Showing search results for "sa.aadat"
Ghazal MATCHES FOR "sa.aadat"
Ghazal
sunaa hai aa.ina timsaal hai jabii.n us kii
jo saada dil hai.n use ban-sa.nvar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ab to ham ghar se nikalte hai.n to rakh dete hai.n
taaq par izzat-e-saadaat bhii dastaar ke saath
Ahmad Faraz
Ghazal
ma.aal-e-izzat-e-saadaat-e-ishq dekh ke ham
badal ga.e to badalne pe itnii hairat kyaa
Iftikhar Arif
Ghazal
jo ho sake to mujhe apne paas rakh lenaa
tiraa visaal to ik saanvii sa.aadat hai
Zeeshan Sahil
Ghazal
himmat humaa-e-auj-e-sa.aadat hai mard ko
ulluu hai.n vo jo shefta zill-e-humaa ke hai.n
Ismail Merathi
Ghazal
kuchh 'miir' ke haalaat se haasil karo ibrat
le de ke ab ik izzat-e-saadaat rahii hai
Mustafa Zaidi
Ghazal
us kii aal vahii jo us ke naqsh-e-qadam par
sirf zaat kii ham ne aal-e-saadaat nahii.n dekhii
Obaidullah Aleem
Ghazal
aa.nkho.n se vo kabhii mirii ojhal nahii.n rahaa
Gaafil mai.n us kii yaad se ik pal nahii.n rahaa
Saadat Saeed
Ghazal
tum paas the tumhe.n to hu.ii hogii kuchh KHabar
itnaa to apnaa shiisha-e-dil be-sadaa na thaa
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
yuu.n sa.aadat ek jamdhar mujh ko bhii guzaariye
munsifii kiije to mai.n to mahz be-taqsiir huu.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
sa.aadat-mand qismat par hai.n shaakir
humaa ko maGz-e-baadaam ustuKHvaa.n hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
diijiye diijiye hai ain sa.aadat apnii
aashiqo.n par to hai ehsaan ye gaalii denaa
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Gair kii KHaatir se tum yaaro.n ko dhamkaane lage
aa ke mere ruu-ba-ruu talvaar chamkaane lage
Rangin Saadat Yaar Khan
Ghazal
jo makaa.n lams-shanaasii kaa hunar jaante hai.n
un ko dastak kii zaruurat hai sadaa mat denaa