SEARCH RESULTS
Showing search results for "sa.uubato.n"
Ghazal MATCHES FOR "sa.uubato.n"
Ghazal
sa.uubato.n kaa safar hai safar tamaam to ho
Thahar bhii saktaa huu.n lekin ko.ii maqaam to ho
Noor Paikar
Ghazal
havaadisaat ke maare sa.uubato.n me.n pale
nigaah-e-garm se tarsaa.n ho.n bijliyo.n ke jale
Jaleel Sherkoti
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
sa.uubato.n me.n safar kii kabhii jo nii.nd aa.ii
mire badan kii thakan ne uThaa diyaa hai mujhe
Saqi Amrohvi
Ghazal
kar ke KHud apne saare subuuto.n ko mustarad
u.nglii uThaa rahaa huu.n mai.n apne vajuud par
Jahangeer nayab
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
bahut hasiin sahii sohbate.n gulo.n kii magar
vo zindagii hai jo kaa.nTo.n ke darmiyaa.n guzre
Jigar Moradabadi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
sohbate.n aglii musavvir hame.n yaad aa.e.ngii
ko.ii dilchasp muraqqaa na dikhaanaa hargiz
Altaf Hussain Hali
Ghazal
in suurato.n ko tarsegii chashm-e-jahaa.n ki aaj
kamyaab hai.n to kal hame.n naayaab dekhnaa
Ahmad Faraz
Ghazal
bheje detaa hai unhe.n ishq mataa-e-dil-o-jaa.n
ek sarkaar luTii jaatii hai sauGaato.n me.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
'adam' suurato.n kii chamak par na jaanaa
ye sab aa.nkh kii fitna-iijaadiyaa.n hai.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Ishrat Afreen
Ghazal
ye raah-e-ishq hai aaKHir ko.ii mazaaq nahii.n
sa.uubato.n se jo ghabraa ga.e ho.n ghar jaa.e.n
Dil Ayubi
Ghazal
falaah-e-aadmiyat me.n sa.uubat sah ke mar jaanaa
yahii hai kaam kar jaanaa yahii hai naam kar jaanaa