SEARCH RESULTS
Showing search results for "sadqa-e-jaariya"
Ghazal MATCHES FOR "sadqa-e-jaariya"
Ghazal
sadqa-e-ahl-e-junuu.n hai ye bahaar-e-gulshan
buu-e-gul maz.har-e-jazbaat kahaa.n thii pahle
Abrar Nghmi
Ghazal
sadqa-e-tiirgii-e-shab se gila-sa.nj na ho
ki na.e chaa.nd isii shab se firozaa.n ho.nge
Rais Amrohvi
Ghazal
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
mehmaan-saraa dil kii giraa dete hai.n pal me.n
ham sadqa-e-jaarii ko bhii jaarii nahii.n rakhte
Abbas Tabish
Ghazal
Unwan Chishti
Ghazal
bazm me.n KHuub luTaa.e ga.e chaahat ke gulaab
is tarah sadqa-e-ahbaab utaaraa us ne
Azm Shakri
Ghazal
tum ne jab zulf-e-pareshaa.n ko sa.nvaaraa hogaa
sadqa-e-husn ghaTaa.o.n ne utaaraa hogaa
Danish Aligarhi
Ghazal
saadaat ko ajdaad se virse me.n milaa hai
ye 'ishq miyaa.n sadqa-o-KHairaat nahii.n hai
Meesam Naqvi
Ghazal
aise diivaano.n ke qadmo.n ko zamii.n chuumtii hai
bastiyo.n me.n jo rahe sadqa-e-sahraa na hu.e
Baqar Naqvi
Ghazal
mehnat kaa phal hai sadqa-o-KHairaat kyuu.n kahe.n
jiine kii ham jo paate hai.n tanKHvaah ishq hai
Ameer Imam
Ghazal
kuchh bhii ataa ho husn kaa sadqa ai jaan-e-jaa.n
'anjum' ko tere ishq ne saa.il banaa diyaa
Parvez Anjum
Ghazal
be-ruKHii ahl-e-mohabbat se ravaa tum ko nahii.n
sadqa-e-husn sahii mujh pe nigaahe gaahe
Talha Rizvi Barq
Ghazal
ham bhii raazii nahii.n the sadma-e-jaarii ke liye
aap kaa 'ishq bhii thaa vaqt-guzaarii ke liye
Zafar Iqbal
Ghazal
zindagii bhar na kiyaa yaad use ham ne 'sadaa'
aa ga.ii maut kii manzil to KHudaa yaad aaya
Sada Neotanvi
Ghazal
raahate.n Gam ke baad aatii hai.n ai 'sadaa'
Gam ba.Dii chiiz hai aadmii ke liye