SEARCH RESULTS
Showing search results for "sagiir"
Ghazal MATCHES FOR "sagiir"
Ghazal
kisii insaan ko apnaa nahii.n rahne dete
shahr aise hai.n ki tanhaa nahii.n rahne dete
Sagheer Malal
Ghazal
nikal ga.e the jo sahraa me.n apne itnii duur
vo log kaun se suuraj me.n jal rahe ho.nge
Sagheer Malal
Ghazal
baraa.e naam sahii saa.ebaa.n zaruurii hai
zamiin ke liye ik aasmaa.n zaruurii hai
Sagheer Malal
Ghazal
kyuu.n har uruuj ko yahaa.n aaKHir zavaal hai
soche.n agar to sirf yahii ik savaal hai
Sagheer Malal
Ghazal
jise sunaa.oge pahle hii sun chukaa hogaa
mujhe yaqiin hai ye aisaa vaaqi.a hogaa
Sagheer Malal
Ghazal
na jaane kyuu.n sadaa hotaa hai ek saa anjaam
ham ek sii to kahaanii sadaa nahii.n kahte
Sagheer Malal
Ghazal
kaise jaanuu.n ki jahaa.n KHvaab-numaa hotaa hai
jabki har shaKHs yahaa.n aabla-paa hotaa hai
Sagheer Malal
Ghazal
sun rahe hai.n sabhii tavajjoh se
terii baate.n jo kar rahaa huu.n mai.n
Sagheer Ahmad Sagheer
Ghazal
Sagheer Malal
Ghazal
KHud se nikluu.n to alag ek samaa.n hotaa hai
aur gahraa.ii me.n utruu.n to dhu.aa.n hotaa hai
Sagheer Malal
Ghazal
kirdaar kah rahe hai.n kuchh apnii zabaan me.n
kitnii kahaaniyaa.n hai.n isii daastaan me.n
Sagheer Malal
Ghazal
TuuTii hu.ii qabro.n me.n kahii.n the ki nahii.n the
sab ahl-e-havas zer-e-zamii.n the ki nahii.n the
Ahmad Sageer
Ghazal
KHaak me.n miltii hai.n kaise bastiyaa.n maaluum ho
aane vaalo.n ko hamaarii daastaa.n maaluum ho
Sagheer Malal
Ghazal
faqat zamiin se rishte ko ustuvaar kiyaa
phir us ke baad safar sab sitaara-vaar kiyaa