SEARCH RESULTS
Showing search results for "saham"
Ghazal MATCHES FOR "saham"
Ghazal
sunaa hai raat se ba.Dh kar hai.n kaakule.n us kii
sunaa hai shaam ko saa.e guzar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
taaj-e-zar ke liye kyuu.n sham' kaa sar kaaTe hai
rishta-e-ulfat-e-parvaana ko gul-giir na to.D
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
kachche pakke aam saham se jaate hai.n
jab bhii chi.Diyaa shaaKH hilaane lagtii hai
Nahid Akhtar Balooch
Ghazal
Guruur-e-aaftaab se zamii.n kaa dil saham gayaa
tamaam baarishe.n thamii.n ghaTaa hii aur ho ga.ii
Aleena Itrat
Ghazal
la.Degaa zehn muqaddame me.n us kii jaanib se
saham rahaa huu.n mai.n dil ko vakiil karte hu.e
Kuldeep Kumar
Ghazal
misaal-e-laala-o-sahraa saham saham ke rahaa
hujuum-e-KHaar me.n kaaTii hai zindagii mai.n ne
Aish Meeruthi
Ghazal
ye to jugnuu kii chamak se bhii saham jaatii hai
sar-kashiida hai bahut raat nahii.n maantii mai.n
Robeena Shabnam
Ghazal
Syed Amin Ashraf
Ghazal
iqraar-e-vaaqa.ii se miraa dil saham gayaa
apnaa qusuur aap ne maanaa na thaa kabhii
Manzar Shahab
Ghazal
Gam-e-hayaat kii dekhii na jhalkiyaa.n us ne
saham saham ke ba-zaahir lii.n siskiyaa.n us ne
Dilnawaz Khan Dilnawaz
Ghazal
jo zulm Dhaayaa hai insaa.n ne aaj insaa.n par
farishte bhii ise sun kar saham ga.e ho.nge
Samia Naseem
Ghazal
kuchh is qadar the saham-naak haadsaat-e-hayaat
ki taab-e-diid na rakhtii thii merii biinaa.ii
Siddiq Shahid
Ghazal
Parkash Fikri
Ghazal
Mumtaz Ahmad Khan Khushtar
Ghazal
iqraar-e-vaaqa.ii se miraa dil saham gayaa
apnaa qusuur aap ne maanaa na thaa kabhii
Manzar Shahab
Ghazal
yuu.n to har shaam umiido.n me.n guzar jaatii hai
aaj kuchh baat hai jo shaam pe ronaa aayaa