SEARCH RESULTS
Showing search results for "sahbaa"
Ghazal MATCHES FOR "sahbaa"
Ghazal
hotaa hai nihaa.n gard me.n sahraa mire hote
ghistaa hai jabii.n KHaak pe dariyaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
jaam-o-sahbaa kii mujhe fikr nahii.n ai Gam-e-dil
meraa paimaana to ashko.n hii se bhar jaataa hai
Nushur Wahidi
Ghazal
mazaaq-e-diid hii 'sahbaa' agar badal jaa.e
to zindagii kii bahaaro.n kaa haal kyaa hogaa
Unknown
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
saaqiyaa tuu ne mire zarf ko samjhaa kyaa hai
zahr pii luu.ngaa tire haath se sahbaa kyaa hai
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
haath dho dil se yahii garmii gar andeshe me.n hai
aabgiina tundi-e-sahbaa se pighlaa jaa.e hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
nigaah-e-mast kii sahbaa Tapak rahii hai 'nushuur'
Gazal kahii hai tabii.at kii sarKHushii ke liye
Nushur Wahidi
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
vo lab ki jaise saaGar-e-sahbaa dikhaa.ii de
jumbish jo ho to jaam chhalaktaa dikhaa.ii de
Krishn Bihari Noor
Ghazal
mire qadah me.n hai sahbaa-e-aatish-e-pinhaa.n
ba-ruu-e-sufra kabaab-e-dil-e-samandar khii.nch
Mirza Ghalib
Ghazal
dil-e-fasurda me.n hotii hai zindagii paidaa
'nushuur' jura-e-sahbaa bhii zindagaanii hai
Nushur Wahidi
Ghazal
nigaaho.n se saaqii ne sahbaa-e-ulfat
sitam ye hai taa-duur-e-saanii luTaa dii