SEARCH RESULTS
Showing search results for "sahn"
Ghazal MATCHES FOR "sahn"
Ghazal
kahaaniyaa.n hii sahii sab mubaalGe hii sahii
agar vo KHvaab hai taabiir kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
us vaqt raat-raanii mire suune sahn me.n
KHushbuu luTaa rahii thii ki tum yaad aa ga.e
Anjum Rehbar
Ghazal
suruud-e-aatish-e-zarriin-e-sahn-e-KHaamoshii
vo daaG hai jise har shab jalaane lagte ho
Jaun Eliya
Ghazal
samjho vahaa.n phaldaar shajar ko.ii nahii.n hai
vo sahn ki jis me.n ko.ii patthar nahii.n girtaa
Qateel Shifai
Ghazal
aa ke patthar to mire sahn me.n do chaar gire
jitne us pe.D ke phal the pas-e-diivaar gire
Shakeb Jalali
Ghazal
viiraa.n hai.n sahn o baaG bahaaro.n ko kyaa hu.aa
vo bulbule.n kahaa.n vo taraane kidhar ga.e
Akhtar Shirani
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
masjido.n ke sahn tak jaanaa bahut dushvaar thaa
dair se niklaa to mere raaste me.n daar thaa
Rahat Indori
Ghazal
banaa.o saa.e haraarat badan me.n jazb karo
ki dhuup sahn me.n kab se yuu.nhii pa.Dii hu.ii hai
Irfan Sattar
Ghazal
cha.Dhii mast bahii mast Dalii mast rahii mast
mukhaa mast sadaa mast sahn mast parii mast
Quli Qutub Shah
Ghazal
us ko andaaz-e-taGaaful bhii na aayaa ab tak
bhuulne hii ko sahii yaad to rakkhaa jaataa
Qaisarul Jafri
Ghazal
Abbas Dana
Ghazal
afsurdagi-e-gul pe bharii.n kis ne ye aa.he.n
chaltii hai sar-e-sahn-e-chaman aaj havaa tez