SEARCH RESULTS
Showing search results for "sahnii"
Ghazal MATCHES FOR "sahnii"
Ghazal
kahaaniyaa.n hii sahii sab mubaalGe hii sahii
agar vo KHvaab hai taabiir kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
mujhe bhii sahnii pa.Degii muKHaalifat apnii
jo khul ga.ii kabhii mujh par munaafiqat apnii
Anjum Saleemi
Ghazal
nafrate.n dil se miTaa.o to ko.ii baat bane
pyaar kii sham.e.n jalaa.o to ko.ii baat bane
Ashok Sawhny
Ghazal
zindagii baKHshii ga.ii hai dard-e-dil ke vaaste
zindagii me.n dard-e-dil ai 'saahnii' paidaa karo
Ashok Sawhny
Ghazal
nekii badii kii ab ko.ii miizaan hii nahii.n
iimaa.n kii baat ye hai ki iimaan hii nahii.n
Ashok Sawhny
Ghazal
is ko Guruur-e-ishq ne kyaa kyaa banaa diyaa
patthar banaa diyaa kabhii shiisha banaa diyaa
Ashok Sawhny
Ghazal
jis ne merii to ko.ii baat na maanii na sahii
merii jaanib se use jaa ke manaa.e ko.ii
Ashok Sawhny Sahil
Ghazal
ai 'saahnii' kyuu.n aisaa hu.aa mujh ko bataanaa
raushan hai tire ghar me.n fazaa aur kisii kii
Jafar Sahni
Ghazal
palko.n pe intizaar kaa mausam sajaa liyaa
us se bichha.D ke rog gale se lagaa liyaa
Ashok Sawhny
Ghazal
tere baGair 'saahnii' taaro.n ke darmiyaa.n
mahfil udaas thii rah-e-viiraan kii tarah
Jafar Sahni
Ghazal
du.aa.e.n kiijiye Guncho.n ke muskuraane kii
abhii umiid hai baaqii bahaar aane kii
Ashok Sawhny Sahil
Ghazal
piichhaa hii nahii.n chho.Dtii ghar baar kii KHushbuu
raste se ayaa.n hai dar-o-diivaar kii KHushbuu
Jafar Sahni
Ghazal
aziyyat bharii kab mirii zindagii hai
isii zindagii me.n hii taabindagii hai