SEARCH RESULTS
Showing search results for "sahraa-e-najaf"
Ghazal MATCHES FOR "sahraa-e-najaf"
Ghazal
kaun sii so.ii hu.ii pyaas kaa rishta jaagaa
aaj kyuu.n mujh ko ye sahraa-e-najaf khii.nchtaa hai
Qamar Siddiqi
Ghazal
pa.Daa huu.n yaKH-zada sahraa-e-aagahii me.n hunuuz
mire vajuud me.n tho.Dii sii dhuup bhar jaanaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
saraab-e-jism ko sahraa-e-jaa.n me.n rakh denaa
zaraa sii dhuup bhii is saa.ebaa.n me.n rakh denaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
'shaan' be-samt na kar de tumhe.n sahraa-e-hayaat
zehn me.n un ke nuquush-e-kaf-e-paa rahne do
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Ibn-e-Safi
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
aa.iin-e-paasdaarii-e-sahraa na chhuT sakaa
vaz'-e-junuu.n agarche badalte rahe hai.n ham
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
goyaa thaa ek aalam kaa dariyaa cha.Dhaa hu.aa
'shaahid' sifaat-e-shaah-e-najaf dekhte rahe
Shahid Meer
Ghazal
Anjum Rumani
Ghazal
Aqeel Abbas
Ghazal
muddat se Dher jaada-e-baak-e-najaf me.n hai
takiya hai is faqiir kaa raah-e-najaat me.n
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
durr-e-najaf to jism hai us naazniin kaa
muu-e-najaf me.n baal pa.Daa hai kamar nahii.n
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
ab to josh-e-aarzuu 'tasliim' kahtaa hai yahii
rauza-e-shaah-e-najaf-allaah dikhlaa.e mujhe
Munshi Amirullah Tasleem
Ghazal
mai.n usii koh-sifat KHuun kii ik buu.nd huu.n jo
reg-zaar-e-najaf o KHaak-e-KHuraasaa.n se milaa
Mustafa Zaidi
Ghazal
maqta-e-silsila-e-shauq nahii.n hai ye shahr
azm-e-sair-e-najaf-o-tauf-e-haram hai ham ko
Mirza Ghalib
Ghazal
tamannaa ba.Dh na jaa.e had se zaa.ed
hame.n shaah-e-najaf ab yaad kiije
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
kabhii mai.n karbalaa gayaa kabhii madiina o najaf
kahaa.n kahaa.n safar kiyaa ki raabta banaa rahe
Mumtaz Gurmani
Ghazal
shaah-e-najaf ke naam kuu.n luu.n 'aabruu' sii.n siikh
haadii kaho imaam kaho rahnumaa kaho