SEARCH RESULTS
Showing search results for "salat"
Ghazal MATCHES FOR "salat"
Ghazal
saum zaahid ko mubaarak rahe aabid ko salaat
aasiyo.n ko tirii rahmat pe bharosaa karnaa
Hasrat Mohani
Ghazal
u.Daatii rahtii hai duniyaa Galat-salat baate.n
vo sang-dil thaa to ik din pighal bhii saktaa thaa
Shayar Jamali
Ghazal
dar-parda vo hii maa'nii muqavvam na ho.n agar
suurat na pak.De kaam falak ke sabaat kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ko.ii vaa.iz na vaziifa ki ko.ii saum-o-salaat
jaan chhuuTe mirii ik baar ko.ii mastii ho
Nadeem Bhabha
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
Qayem Chaandpuri
Ghazal
dil kii masjid me.n tirii yaad hai paaband-e-salaat
is namaazii ne hame.n Gam ke sivaa kuchh na diyaa
Lucky farooqi Hasrat
Ghazal
us but se baat kiijiye na saum-o-salaat kii
kuchh to KHayaal dushman-e-iimaan kiijiye
Shahid Najibabadi
Ghazal
salaat-e-shar.a nahii.n jis kaa ehtimaam kare.n
namaaz-e-ishq hai ai dil to be-vuzuu hii sahii
Muzaffar Shikoh
Ghazal
bahut ha.nse KHuub ro.e jii khol kar jiye ham
agarche miiaad-e-hasti-e-be-sabaat kam thii
Muzaffar Hanfi
Ghazal
salaat-o-saum ga.e sab ibaadate.n bhii ga.ii.n
tumhaare baad mirii sab riyaazate.n bhii ga.ii.n
Shahid Mirza
Ghazal
Galat-salat thaa vo jis ko durust maan liyaa
KHud apne zabt kaa ham ne bhii imtihaan liyaa
Masood Ahmad
Ghazal
ab ik na.ii luGat ke havaale se baat kar
ab KHair-o-shar me.n rang kahaa.n hai.n sabaat ke
Ismat Javed
Ghazal
taa-qayaamat shab-e-furqat me.n guzar jaa.egii umr
saat din ham pe bhii bhaarii hai.n sahar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
tumhaare KHat me.n nayaa ik salaam kis kaa thaa
na thaa raqiib to aaKHir vo naam kis kaa thaa