SEARCH RESULTS
Showing search results for "salb"
Ghazal MATCHES FOR "salb"
Ghazal
salb-e-biinaa.ii ke ahkaam mile hai.n jo kabhii
raushnii chhuune kii KHvaahish ko.ii shab-zaad kare
Parveen Shakir
Ghazal
puuchhne aa.e hai.n vo haal miraa ai 'haafiz'
zo.af se salb yahaa.n taaqat-e-goyaa.ii hai
Mohammad Wilayatullah
Ghazal
salb kar legaa KHudaa aap se saarii KHushiyaa.n
talKH alfaaz agar baap yaa maa.n tak pahu.nche
Mahwar Sirsivi
Ghazal
Hina Rizvi
Ghazal
kitne pechiida hai.n jazbaat-e-Gazal kyaa kahiye
KHaama hairaan idhar salb ye goyaa.ii hai
sulaiman ahmad mani
Ghazal
mubtalaa-e-zo.am-e-shohrat hasrat-e-naam-o-numuud
ho gayaa insaan kaisaa salb biinaa.ii hu.ii
Nafeesa Sultana Ana
Ghazal
salb ho kar rah ga.ii.n kyuu.n ehtajaajii quvvate.n
kaun ham logo.n me.n aaKHir be-zabaa.n hai boliye
Tashna Azmi
Ghazal
guu.nj ubhregii mirii ruuh ke sannaaTo.n se
salb ho jaa.egii jab taaqat-e-guftaar mirii
Siddique Afghani
Ghazal
aa.o phir lahja-e-gul me.n ko.ii afsaana kahe.n
salb hotii hai kahii.n quvvat-e-goyaa.ii bhii
Abdur Rauf Urooj
Ghazal
zauq-e-nazzaara kii quvvat salb ho kar rah ga.ii
jalva-gaah-e-naaz par kyaa parda-e-asraar thaa
Anwar Sadiqui
Ghazal
Galat bataate ho tum salaf kii shujaa.ate.n sab
to aa.o dariyaa me.n Garq kar de.n hikaayate.n sab
Aslam Haneef
Ghazal
nigaah ke saare iKHtiyaaraat salb se the
kashish na jaane vo kaun sii KHaarzaar me.n thii
Parwez Rahmani
Ghazal
Bhure Khan Ashufta
Ghazal
tuu ne sayyaad asiiro.n ke faqat ho.nT siiye
salb aa.nkho.n se bhii kar quvvat-e-goyaa.ii ko
Iftikhar Ahamad Siddiqi
Ghazal
salb ho jaa.egii biinaa.ii hamesha ke liye
terii aa.nkho.n me.n agar KHvaab-rasaa.n marte hai.n
Daniyal Zaman
Ghazal
uljhaa diyaa gayaa mujhe afsuun-e-rang me.n
biinaa.ii salb kar ke charaaGaa.n kiyaa gayaa
Syed Aijaz Shaheen
Ghazal
havaa kii zad pe charaaGo.n ne raushnii kii hai
basar 'uruuj pe in sab ne zindagii kii hai
Kashish Sandelvi
Ghazal
kahaaniyaa.n hii sahii sab mubaalGe hii sahii
agar vo KHvaab hai taabiir kar ke dekhte hai.n