SEARCH RESULTS
Showing search results for "samajhte"
Ghazal MATCHES FOR "samajhte"
Ghazal
rag-e-sa.ng se Tapaktaa vo lahuu ki phir na thamtaa
jise Gam samajh rahe ho ye agar sharaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ab use log samajhte hai.n giraftaar miraa
saKHt naadim hai mujhe daam me.n laane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
har dha.Dakte patthar ko log dil samajhte hai.n
umre.n biit jaatii hai.n dil ko dil banaane me.n
Bashir Badr
Ghazal
un ke dekhe se jo aa jaatii hai mu.nh par raunaq
vo samajhte hai.n ki biimaar kaa haal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
yaar bhii raah kii diivaar samajhte hai.n mujhe
mai.n samajhtaa thaa mire yaar samajhte hai.n mujhe
Shahid Zaki
Ghazal
vo Gazal vaalo.n kaa usluub samajhte ho.nge
chaa.nd kahte hai.n kise KHuub samajhte ho.nge
Bashir Badr
Ghazal
baadshaaho.n ko sikhaayaa hai qalandar honaa
aap aasaan samajhte hai.n munavvar honaa
Munawwar Rana
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
ha.ns ke farmaate hai.n vo dekh ke haalat merii
kyuu.n tum aasaan samajhte the mohabbat merii
Ameer Minai
Ghazal
jise kasaad samajhte hai.n taajiraan-e-fara.ng
vo shai mata-e-hunar ke sivaa kuchh aur nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
Mehshar Afridi
Ghazal
ek TuuTii hu.ii zanjiir kii fariyaad hai.n ham
aur duniyaa ye samajhtii hai ki aazaad hai.n ham
Meraj Faizabadi
Ghazal
hai Gaib-e-Gaib jis ko samajhte hai.n ham shuhuud
hai.n KHvaab me.n hunuuz jo jaage hai.n KHvaab me.n