SEARCH RESULTS
Showing search results for "samto.n"
Ghazal MATCHES FOR "samto.n"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
raasto.n kaa ilm thaa ham ko na samto.n kii KHabar
shahr-e-naa-maaluum kii chaahat magar karte rahe
Parveen Shakir
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
mirii hayaat se shaayad vo mo.D chhuuT ga.e
baGair samto.n ke raahe.n jahaa.n nikaltii hai.n
Waseem Barelvi
Ghazal
puraanii samto.n me.n chalne kii sab ko aadat hai
na.ii dishaa.o.n kaa vo dhyaan kyuu.n nahii.n karte
Madan Mohan Danish
Ghazal
baiThe the jab to saare parinde the saath saath
u.Dte hii shaaKH se ka.ii samto.n me.n baT ga.e
Saghar Azmi
Ghazal
hu.aa hai kaun numuudaar tiin samto.n se
ki andaruu.n kaa jaziira-numaa badalne lagaa
Sarvat Husain
Ghazal
bas ek hogaa tamaashaa tamaam samto.n par
mirii sadaa ke safar me.n saraab kyuu.n aayaa
Muneer Niyazi
Ghazal
raaste dau.De chale jaate hai.n kin samto.n ko
dhuup me.n jalte rahe saa.e bichhaa.e ga.e ham
Faheem Shanas Kazmi
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
badaltii samto.n kii taariiKH likh rahaa huu.n mai.n
har ek mo.D pe ab haadsa zaruurii hai
Fasih Akmal
Ghazal
tumhaare chehre pe dhyaan aise Tikaa hu.aa hai
tamaam samto.n ko ek jaanib rakhaa hu.aa hai
Naeem Sarmad
Ghazal
Shaheen Abbas
Ghazal
chaar samto.n ne tire hijr ke ghu.nghruu baa.ndhe
aur ham log bhii hai.n chaar ko.ii mastii ho
Nadeem Bhabha
Ghazal
alag alag sii hai samto.n kaa ab safar darpesh
tumhaaraa haath mire haath se judaa bhii nahii.n
Qamar Abbas Qamar
Ghazal
Shamim Hanafi
Ghazal
samto.n kaa ta.ayyun to sitaaro.n se hu.aa hai
lekin ye sitaare mirii fariyaad se nikle
Mohsin Asrar
Ghazal
tumhaarii samt zamaana bil-aaKHir aa.egaa
tum apnii fikr kii samto.n ko mo.Dte kyuu.n ho