SEARCH RESULTS
Showing search results for "sanad-e-maazii"
Ghazal MATCHES FOR "sanad-e-maazii"
Ghazal
jo mu.nh chi.Dhaate hai.n aasaar ahd-e-maazii ke
hamaare KHuun me.n aksar ubaal aataa hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
jo mu.nh-cha.Dhaate hai.n aasaar 'ahd-e-maazii ke
hamaare KHuun me.n aksar ubaal aataa hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
husuul-e-azmat-e-maazii kaa KHvaab rakhte hai.n
kahaa.n ham aaj bhii apnaa javaab rakhte hai.n
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
ye baat alag saaqii navaaze na navaaze
ham mai-kada-e-ishq ke mai-KHvaar rahe hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
A. D. Azhar
Ghazal
husn ke baab me.n 'akbar' kii sanad kaafii hai
ham bhii har ik but-e-kamsin ko parii kahte hai.n
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
kaam maazii kii ye saada-nigahii kyaa aatii
asr-e-haazir tire pechiida savaalo.n ke liye
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Rukhsana Nikhat Lari Umm-e-Hani
Ghazal
jab bhii chaahaa hai husuul-e-sanad-e-haq-go.ii
ahl-e-haq ne rasan-o-daar se baate.n kii hai.n
Khan Ateeq Afridi
Ghazal
kyaa kiijiye raqam sanad-e-ehtishaam-e-zulf
hai daftar-e-jamaal pe tuGraa-e-laam-e-zulf
Abdullla Khan Mehr Lakhnavi
Ghazal
mahruum-e-basiirat hai fan-e-sher me.n 'turfa'
is kor-hunar ko sanad-e-diida-varii de
Turfa Qureshi
Ghazal
rakhe hai.n zaKHm namak-daan-e-yaad-e-maazii par
hamaaraa dard 'ayaa.n kyo.n na ho shadiid ke baa'd
Misdaque Azmi
Ghazal
diivaar se ruktaa nahii.n diivaar kaa saaya
zabt-e-Gam-e-maazii Gam-e-fardaa ke liye thaa
Samad Ansari
Ghazal
Mani Jayasi
Ghazal
fasiil-e-sarhad-e-maazii dha.Dakne lagtii hai
jo KHvaab nii.nd kaa dar khaTkhaTaane lagte hai.n
Jamuna Parsad Rahi
Ghazal
ko.ii bhii to.D nahii.n ahd-e-yaad-e-maazii kaa
hazaar Gam the magar muskuraanaa hotaa thaa
Alamdar Adam
Ghazal
jo Gubaar-e-raah-e-maazii me.n kahii.n gum ho ga.e
un bhaTakte qaafilo.n se duur rahnaa chaahiye
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
uTho uTho ki mashaaGil hai.n aur bhii yaaro
fasaana-e-Gam-e-maazii yahii.n tamaam kare.n