SEARCH RESULTS
Showing search results for "sar-ba-sar"
Ghazal MATCHES FOR "sar-ba-sar"
Ghazal
sar-ba-sar yaar kii marzii pe fidaa ho jaanaa
kyaa Gazab kaam hai raazii-ba-razaa ho jaanaa
Rehman Faris
Ghazal
aaj yuu.n hii sar-ba-sar dil bahut udaas hai
baat kuchh nahii.n magar dil bahut udaas hai
Amardeep Singh
Ghazal
sab badalte jaa rahe hai.n sar-ba-sar apnii jagah
dasht ab apnii jagah baaqii na ghar apnii jagah
Jamal Ehsani
Ghazal
sar-ba-sar ek chamaktii hu.ii talvaar thaa mai.n
mauj-e-dariyaa se magar bar-sar-e-paikaar thaa mai.n
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
sar-ba-sar paikar-e-iz.haar me.n laataa hai mujhe
aur phir KHud hii tah-e-KHaak chhupaataa hai mujhe
Ahmad Mahfuz
Ghazal
sar-ba-sar pyaas me.n Duubaa nazar aataa hai mujhe
jis jagah bhii ko.ii dariyaa nazar aataa hai mujhe
Ahmad Fareed
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
gum kar diyaa hai diid ne yuu.n sar-ba-sar mujhe
miltii hai ab unhii.n se kuchh apnii KHabar mujhe
Asghar Gondvi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Sawan Shukla
Ghazal
jis taraf dekho udhar ik sar-ba-sar baazaar hai
ghar bhii ik baazaar hai aur rahguzar baazaar hai
Sayyed Riyaz Raheem
Ghazal
Ali Akbar Natiq
Ghazal
Munawwar Lakhnavi
Ghazal
ye sar-ba-mohr botale.n hai.n jo sharaab kii
raate.n hai.n un me.n band hamaarii shabaab kii
Riyaz Khairabadi
Ghazal
sar-ba-zaanuu ko.ii fankaar alag baiThaa hai
mai.n yahaa.n huu.n miraa kirdaar alag baiThaa hai
Ahmad Kamal Parwazi
Ghazal
letaa hai jaan merii to me.n sar-ba-dast huu.n
ai yaar mai.n to kushta-e-roz-e-alast huu.n