SEARCH RESULTS
Showing search results for "sar-e-aam"
Ghazal MATCHES FOR "sar-e-aam"
Ghazal
ye shahr shahr sar-e-aam ab munaadii hai
na vo rahegaa mulaaqaat kaa jo aadii hai
Manmohan Talkh
Ghazal
dil lagaane kii sar-e-'aam sazaa detaa hai
'ishq insaan ko majnuu.n saa banaa detaa hai
Shamsa Najm
Ghazal
jalvo.n ko tere aaj sar-e-‘aam dekh kar
sharminda huu.n mai.n zauq-e-nazar KHaam dekh kar
Akhtar Aanaulavi
Ghazal
kyo.n milaate ho sar-e-raah sar-e-aam aa.nkhe.n
be-sabab shahr me.n ho jaa.e.ngii badnaam aa.nkhe.n
Sada Ambalvi
Ghazal
mai.n kah rahaa huu.n sar-e-aam barmalaa baabaa
gumaan hai bhare mele me.n kho gayaa baabaa
Ashraf Ali Ashraf
Ghazal
shaah-e-aalam ko sar-e-aam sunaa baiThaa huu.n
mere maulaa tirii chaukhaT se lagaa baiThaa huu.n
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
khul kar na sar-e-aam ho iz.haar bhale hii
hai buGz kare.n ham se vo inkaar bhale hii
Azimuddin Sahil Kalamnoori
Ghazal
mahfil me.n jaane kaise sar-e-aam aa gayaa
aaKHir zabaa.n pe us ke miraa naam aa gayaa
B.M Khan Maley
Ghazal
kal us kaa zikr sar-e-KHaas-o-aam aisaa thaa
na chhup sakaa ki vo maah-e-tamaam aisaa thaa
Dr. Yasin Aatir
Ghazal
haalat-e-qalb sar-e-bazm bataa.uu.n kyuu.nkar
parda-e-dil me.n hai ik parda-nashii.n kaa laalach
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
sar-e-shaam diipak bujhaa.o na yaaro
shab-e-taar apne saro.n par kha.Dii hai
Om Prakash Laghar
Ghazal
sach baat kaun hai jo sar-e-aam kah sake
mai.n kah rahaa huu.n mujh ko sazaa denii chaahiye
Rahat Indori
Ghazal
haa.e-re Gaarat-gar-e-sabr-o-shakebaa.ii hu.ii
vo tirii tirchhii nazar vo aa.nkh sharmaa.ii hu.ii
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ai zulf phail phail ke ruKHsaar ko na Dhaa.nk
kar niim-roz kii na shah-e-mulk-e-shaam hirs
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
dair-o-ka.aba kii azmat musallam magar
mai-kada bhii KHudaa hii ke ghar saa lage