SEARCH RESULTS
Showing search results for "sargana"
Ghazal MATCHES FOR "sargana"
Ghazal
jo de rahaa hai duhaa.ii maa'suumiyat kii apnii
vahii to saazish kaa sarGana hai hame.n pata hai
Suleman Khumar
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
phir muqarrir ko.ii sargarm sar-e-mimbar hai
kis ke hai qatl kaa saamaan zaraa dekh to lo
Javed Akhtar
Ghazal
tark-e-aadat se mujhe niind nahii.n aane kii
kahii.n niichaa na ho ai gor sirhaanaa teraa
Dagh Dehlvi
Ghazal
jab ko.ii hasii.n hotaa hai sargarm-e-navaazish
us vaqt vo kuchh aur bhii aate hai.n sivaa yaad
Jigar Moradabadi
Ghazal
haath patthar ko ba.Dhaa.uu.n to sagaan-e-duniyaa
hairatii ban ke dikhaate hai.n chale jaate hai.n
Abbas Tabish
Ghazal
aatish-parast kahte hai.n ahl-e-jahaa.n mujhe
sargarm-e-naala-haa-e-sharar-baar dekh kar
Mirza Ghalib
Ghazal
Yagana Changezi
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
zikr meraa hii vo kartaa thaa sariihan lekin
mai.n ne puuchhaa to kahaa KHair ye mazkuur na thaa
Khwaja Meer Dard
Ghazal
go samajhtaa nahii.n par husn-e-talaafii dekho
shikva-e-jaur se sargarm-e-jafaa hotaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
ek maddham aa.nch sii aavaaz sargam se alag kuchh
ra.ng ik dabtaa hu.aa saa puure manzar me.n akelaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
dil-e-naazuk pe us ke rahm aataa hai mujhe 'Gaalib'
na kar sargarm us kaafir ko ulfat aazmaane me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
abhii hamaare andar aag nahii.n bha.Dkii
abhii hame.n cigarette sulgaanaa pa.Dtaa hai
Nadeem Bhabha
Ghazal
ye to dekhaa ki mire haath me.n paimaana hai
ye na dekhaa ki Gam-e-ishq ko samjhaanaa hai