SEARCH RESULTS
Showing search results for "sarsaam"
Ghazal MATCHES FOR "sarsaam"
Ghazal
bahr-e-ibliis me.n tuufaan hai.n pinhaa.n kitne
kahii.n hizyaa.n kahii.n sarsaam abhii baaqii hai
Mohammad Tariq Ghazi
Ghazal
laKHlaKHa kii 'evaz us zulf kii buu suughu.ngaa
hai tap-e-ishq me.n saudaa mujhe sarsaam nahii.n
Hatim Ali Mehr
Ghazal
koThii pe tum cha.Dhe jo sar-e-shaam be-naqaab
Gairat se aaftaab lab-e-baam ho gayaa
Rasikh Dehlvi
Ghazal
husn-e-fashion se jo har vaqt khule aam rahe
naujavaano.n ko na kyo.n ishq kaa sarsaam rahe
Navak Lakhnavi
Ghazal
daam-e-har-mauj me.n hai halqa-e-sad-kaam-e-naha.ng
dekhe.n kyaa guzre hai qatre pe guhar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
aaKHir to ek roz karegii nazar vafaa
vo yaar-e-KHush-KHisaal sar-e-baam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
tumhaare KHat me.n nayaa ik salaam kis kaa thaa
na thaa raqiib to aaKHir vo naam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
phir muqarrir ko.ii sargarm sar-e-mimbar hai
kis ke hai qatl kaa saamaan zaraa dekh to lo
Javed Akhtar
Ghazal
kaise bhar aa.ii.n sar-e-shaam kisii kii aa.nkhe.n
kaise tharraa.ii charaaGo.n kii ziyaa yaad nahii.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
ye adaa-e-be-niyaazii tujhe bevafaa mubaarak
magar aisii be-ruKHii kyaa ki salaam tak na pahu.nche