SEARCH RESULTS
Showing search results for "sataa.ish"
Ghazal MATCHES FOR "sataa.ish"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
ye sataa.ish kii tamannaa ye sile kii parvaah
kahaa.n laa.e hai.n ye armaan zaraa dekh to lo
Javed Akhtar
Ghazal
na sile kii na sataa.ish kii tamannaa ham ko
haq me.n logo.n ke hamaarii to hai aadat likhnaa
Habib Jalib
Ghazal
na sataa.ish kii tamannaa na sile kii parvaa
gar nahii.n hai.n mire ash.aar me.n ma.anii na sahii
Mirza Ghalib
Ghazal
Noshi Gilani
Ghazal
mai.n aap apnii maut kii taiyaariyo.n me.n huu.n
mere KHilaaf aap kii saazish fuzuul hai
Shahid Zaki
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Azhar Hashmi Sabqat
Ghazal
zamaane se huu.n be-niyaaz is qadar
sataa.ish kii bhii dil me.n KHvaahish nahii.n
Krishna Mohan
Ghazal
ham faqiiro.n se sataa.ish kii tamannaa kaisii
shahryaaro.n se jo in.aam liyaa hai tum ne
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
apnii jur.at kii sataa.ish ho ki ham chob-mizaaj
rabt rakhte hai.n sadaa un se jo aare hu.e hai.n
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
hujuum-e-dard milaa zindagii azaab hu.ii
dil o nigaah kii saazish thii kaamyaab hu.ii
Shahryar
Ghazal
ham ko shohrat kii tamanna na sataa.ish kii talab
be-sabab aap ye asbaab liye phirte hai.n
Fasihullah Naqeeb
Ghazal
kam-nazar hai jo kare terii sataa.ish mahduud
tuu vo shahkaar hai mai.n jis ko saraapaa chaahuu.n