SEARCH RESULTS
Showing search results for "satah"
Ghazal MATCHES FOR "satah"
Ghazal
tum kyuu.n apnii satah pe ham ko laanaa chaaho
mushkil hai gahraa.ii kaa uupar aa jaanaa
Muzaffar Warsi
Ghazal
Iqbal Sajid
Ghazal
taho.n kaa shor bhii ab satah par sunaa.ii de
vo josh me.n hai to phir jism o jaa.n se chhalke bhii
Sabir Zafar
Ghazal
vo ek phuul jo bahtaa hai satah-e-dariyaa par
use KHabar hai ki kyaa dukh shanaavaro.n kaa hai
Asad Badayuni
Ghazal
ye satah-e-KHaak hai kyaa razm-gaah kaa maidaan
ki jis pe hotii hu.ii nit la.Daa.iyaa.n dekhii.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
bahte samundaro.n kii satah par na jaa.e vo
dekhe jo zer-e-aab bhii chaahe bha.nvar bhii ho
Begum Sultana Zakir Ada
Ghazal
jo satah par hai chiiz use dekhnaa hii kyaa
jo chiiz tah-nashii.n hai use dekhnaa nahii.n
Jagdeesh Raj Figar
Ghazal
Rafiq Sandelvi
Ghazal
niklaa zaahid bhii saath mai pii kar
mai.n javaa.n aur vo naujavaa.n kii tarah
Shahid Najibabadi
Ghazal
havaa ke saath utartii nahii.n nashebo.n me.n
zamii.n se kitnii hai uu.nchii satah samundar kii
Yaseen Afzal
Ghazal
bashar ho ishq-e-baham kii satah pe aa.o kabhii
kabhii to shikva karo tum gila jataa.o kabhii
Masood Qureshi
Ghazal
tumhaare saath ye mausam farishto.n jaisaa hai
tumhaare baa'd ye mausam bahut sataa.egaa
Bashir Badr
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
baat dariyaa.o.n kii suuraj kii na terii hai yahaa.n
do qadam jo bhii mire saath chalaa baiTh gayaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
jis tarah se tho.Dii sii tire saath kaTii hai
baaqii bhii usii tarah guzar jaa.e to achchhaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
judaa.iyaa.n to muqaddar hai.n phir bhii jaan-e-safar
kuchh aur duur zaraa saath chal ke dekhte hai.n