SEARCH RESULTS
Showing search results for "satah"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "satah"
Sher
ujaale apnii yaado.n ke hamaare saath rahne do
na jaane kis galii me.n zindagii kii shaam ho jaa.e
Bashir Badr
Ghazal
tum kyuu.n apnii satah pe ham ko laanaa chaaho
mushkil hai gahraa.ii kaa uupar aa jaanaa
Muzaffar Warsi
Nazm
bhali si ek shakl thi
na ye ki vo chale to kahkashaa.n sii rahguzar lage
magar vo saath ho to phir bhalaa bhalaa safar lage
Ahmad Faraz
Hindi Ghazal
Dushyant Kumar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "satah"
Hindi Ghazal
Balbir Singh Rang
Nazm
reading room
kaash ye hairaa.n kabuutar jaante
KHufta hai un kaaGazo.n kii satah par
Majeed Amjad
Ghazal
taho.n kaa shor bhii ab satah par sunaa.ii de
vo josh me.n hai to phir jism o jaa.n se chhalke bhii
Sabir Zafar
Nazm
ek tassur
kaafii hai.n nazar-andaaz karne ke liye har chiiz ko
jo zaahir hai ra.ngiinii ke saath
Ahmad Javaid
Ghazal
vo ek phuul jo bahtaa hai satah-e-dariyaa par
use KHabar hai ki kyaa dukh shanaavaro.n kaa hai
Asad Badayuni
Nazm
rang-chor
tum chorii karne nikle ho ki rang hone
dekho samundar jab patthar kii satah par aataa hai
Sara Shagufta
Nasri Nazm
aur tum apnii koTharii me.n
ye shahr sat.h-e-samandar se niiche aabaad hai
Afzal Ahmad Syed
Ghazal
ye satah-e-KHaak hai kyaa razm-gaah kaa maidaan
ki jis pe hotii hu.ii nit la.Daa.iyaa.n dekhii.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
bahte samundaro.n kii satah par na jaa.e vo
dekhe jo zer-e-aab bhii chaahe bha.nvar bhii ho