SEARCH RESULTS
Showing search results for "seth"
Ghazal MATCHES FOR "seth"
Ghazal
sunte hai.n seTh jii kaa divaala nikal gayaa
jis mil pe un ko naaz thaa vo mil nahii.n rahaa
Hashim Azimabadi
Ghazal
seTh saahab gin rahe the ghar me.n pag.Dii ke rupe
suu.nghte jaane kahaa.n se thaane vaale aa ga.e
Sham Lal Roshan Dehlvi
Ghazal
tumhaare saath ye mausam farishto.n jaisaa hai
tumhaare baa'd ye mausam bahut sataa.egaa
Bashir Badr
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
baat dariyaa.o.n kii suuraj kii na terii hai yahaa.n
do qadam jo bhii mire saath chalaa baiTh gayaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
jis tarah se tho.Dii sii tire saath kaTii hai
baaqii bhii usii tarah guzar jaa.e to achchhaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
judaa.iyaa.n to muqaddar hai.n phir bhii jaan-e-safar
kuchh aur duur zaraa saath chal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n tire saath sitaaro.n se guzar saktaa huu.n
kitnaa aasaan mohabbat kaa safar lagtaa hai
Bashir Badr
Ghazal
dost ban kar bhii nahii.n saath nibhaane vaalaa
vahii andaaz hai zaalim kaa zamaane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
gharo.n pe naam the naamo.n ke saath ohde the
bahut talaash kiyaa ko.ii aadmii na milaa
Bashir Badr
Ghazal
mai.n zindagii kaa saath nibhaataa chalaa gayaa
har fikr ko dhu.e.n me.n u.Daataa chalaa gayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ujaale apnii yaado.n ke hamaare saath rahne do
na jaane kis galii me.n zindagii kii shaam ho jaa.e
Bashir Badr
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
kaa.nTo.n ko mat nikaal chaman se o baaGbaa.n
ye bhii gulo.n ke saath pale hai.n bahaar me.n