SEARCH RESULTS
Showing search results for "sha mi mar"
Ghazal MATCHES FOR "sha mi mar"
Ghazal
kahtaa hai 'miir' piir ke irshaad suu.n na aap
allaah yahii rasuul yahii rahnumaa yahii
Shah Meer Rai Choti
Ghazal
teraa KHudaa hai jo ki tire se judaa nahii.n
jo ko.ii judaa hai tujh se o teraa KHudaa nahii.n
Shah Meer Rai Choti
Ghazal
jab mayassar na thii mai mai-kade paaband hu.e
ruup me.n yaar ke allah ne utaarii aa.nkhe.n
Asif Meer Abis
Ghazal
galii me.n us kii gayaa so gayaa na bolaa phir
mai.n 'miir' 'miir' kar us ko bahut pukaar rahaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
naame ko chaak kar ke kare naama-bar ko qatl
kyaa ye likhaa thaa 'miir' marii sar-navisht me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
mehmaan 'miir' mat ho KHvaan-e-falak pe hargiz
KHaalii ye mehr-o-mah kii dono.n rikaabiyaa.n hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
shab 'miir' se mile ham ik vahm rah gayaa hai
us ke KHayaal-e-muu me.n ab to gayaa bahut laT
Meer Taqi Meer
Ghazal
tumhaarii aa.nkho.n kii mai mai-kade se achchhii hai
ye imtiyaaz jataane chalo sharaab piye.n
Rashid Damohi
Ghazal
shiiraaz kii mai marv ke yaaquut sambhaale
mai.n koh-e-damaavand se aa pahu.nchaa himaale
Ahmad Jahangir
Ghazal
ai KHushaa-mast ki taabuut ke aage jis ke
aab-paashii ke badal mai ko chhi.Dakte jaave.n
Meer Hasan
Ghazal
baKHt jaage hai.n shab-e-maah me.n jo yaar hai paas
chaa.ndnii taKHt pe bichhvaai.ye aur so rahiye
Meer Hasan
Ghazal
Meer Hasan
Ghazal
na shiisha-e-mai huu.n na 'hasan' saaGar-e-labrez
mai.n ik dil-e-pur-dard huu.n aur diida-e-tar huu.n
Meer Hasan
Ghazal
us maah-ruu ko baaham kar de 'hasan' se ik shab
gardish se terii itnaa aflaak ho sake hai
Meer Hasan
Ghazal
Meer Hasan
Ghazal
kaifiyyat-e-mai-KHaana bas dekh le ab kyaa hai
saaqii hai na sahbaa hai shiisha hai na pyaala hai