SEARCH RESULTS
Showing search results for "shaaKH"
Ghazal MATCHES FOR "shaaKH"
Ghazal
jab shaaKH ko.ii haath lagaate hii chaman me.n
sharmaa.e lachak jaa.e to lagtaa hai ki tum ho
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
is gulistaa.n kii yahii riit hai ai shaaKH-e-gul
tuu ne jis phuul ko paalaa vo paraayaa hogaa
Kaif Bhopali
Ghazal
vo KHaar KHaar hai shaaKH-e-gulaab kii maanind
mai.n zaKHm zaKHm huu.n phir bhii gale lagaa.uu.n use
Ahmad Faraz
Ghazal
haath chhuuTe.n bhii to rishte nahii.n chho.Daa karte
vaqt kii shaaKH se lamhe nahii.n to.Daa karte
Gulzar
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
bharii bahaar me.n ik shaaKH par khilaa hai gulaab
ki jaise tuu ne hathelii pe gaal rakkhaa hai
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n ne us jaan-e-bahaaraa.n ko bahut yaad kiyaa
jab ko.ii phuul mirii shaaKH-e-hunar par niklaa
Ahmad Faraz
Ghazal
ik baar jise chaaT ga.ii dhuup kii KHvaahish
phir shaaKH pe us phuul ko khilte nahii.n dekhaa