SEARCH RESULTS
Showing search results for "shaadi-e-va.ada-e-dildaar"
Ghazal MATCHES FOR "shaadi-e-va.ada-e-dildaar"
Ghazal
asiir-e-vaada-e-be-etibaar baiThe hai.n
jahaa.n pe chho.D ga.ii thii bahaar baiThe hai.n
Shakeel Nashtar
Ghazal
le e'tibaar-e-vaada-e-fardaa nahii.n rahaa
ab ye bhii zindagii kaa sahaaraa nahii.n rahaa
Fani Badayuni
Ghazal
e'tibaar-e-vaa'da-e-zahmat kii naadaanii ga.ii
aaj tak jo dil me.n thii vo kufr-saamaanii ga.ii
Urooj Zaidi Badayuni
Ghazal
Zebunnisaa Zaibii
Ghazal
ham bhii yaqiin-e-vaada-e-fardaa na kar sake
do din kii zindagii kaa bharosaa na kar sake
Saqib Azimabadi
Ghazal
aap ko gar kuchh KHayaal-e-vaa'da-e-baaham rahe
mubtalaa-e-aarzuu kyo.n mubtalaa-e-Gam rahe
Abdur Rasheed Khan Kaifi Mahkari
Ghazal
va.ada-e-ulfat-o-paimaan-e-vafaa se tauba
tajraba kahtaa hai us husn-e-adaa se tauba
Jafar Raza
Ghazal
ho kaash vafaa vaada-e-fardaa-e-qayaamat
aa.egii magar dekhiye kab aa.e qayaamat
Fani Badayuni
Ghazal
hai Ganiimat ye fareb-e-shab-e-va.ada ai dil
kyaa ko.ii degaa tujhe is se ziyaada ai dil
Raza Hamdani
Ghazal
ab mai.n samjhaa ki fareb-e-shab-e-vaa’da kyaa hai
dil dha.Dakne kii sadaa hai tiraa aanaa kyaa hai
Haqqi Hazeen
Ghazal
va.ada-e-vasl-e-aduu aaj vafaa ho ki na ho
naala kartaa to huu.n mai.n hashr bapaa ho ki na ho
Mohammad Lutfuddin Khan Lutf
Ghazal
vaada-o-qaul-o-qasam ne mujhe jiine na diyaa
kyaa sitam hai ki karam ne mujhe jiine na diyaa
Shaz Tamkanat
Ghazal
aa.ina kaun dikhaa.egaa mujhe ai 'dildaar'
mere dushman kaa bhii bartaav hai yaaro.n jaisaa