SEARCH RESULTS
Showing search results for "shabii"
Ghazal MATCHES FOR "shabii"
Ghazal
majaaz qaid mo'amma shabiih istiqbaal
kisii se aa.nkh milaane me.n adbiyaat pa.Dhii
Shahzad Qais
Ghazal
dilaa ye dard-o-alam bhii to muGtanim hai ki aaKHir
na girya-e-saharii hai na aah-e-niim-shabii hai
Mirza Ghalib
Ghazal
agar ho zauq to KHalvat me.n pa.Dh zubuur-e-ajam
fuGaan-e-niim-shabii be-navaa-e-raaz nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
girya-e-niim-shabii kii ne.amat jab se bahaal hu.ii
har lahza ummiid-e-huzuurii ba.Dhtii jaatii hai
Iftikhar Arif
Ghazal
suuraj to sirf din ke ujaale kaa hai imaam
ham hai.n charaaG la.Dte hai.n tiira-shabii se ham
Majid Ali Kavish
Ghazal
Shahzad Ahmad
Ghazal
ab kholiye kitaab-e-nasiihat ko shaiKH phir
shab mai-kade me.n aap ne jo kuchh kiyaa kiyaa
Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
na jaane un ke muqaddar me.n kyuu.n hai tiira-shabii
vo ham-navaa jo sahar ko qariib-tar laa.e
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
hijr kii tiira-shabii Thahrii hai taqdiir-e-visaal
merii yaado.n ke sitaaro.n ko jagaa.e rakhnaa
Abdullah Kamal
Ghazal
Saleem Ahmed
Ghazal
mire yaqii.n ko ba.Daa bad-gumaan kar ke gayaa
du.aa-e-niim-shabii teraa be-asar jaanaa
Alamtaab Tishna
Ghazal
mai.n ek jugnuu a.ndheraa miTaane niklaa huu.n
ridaa-e-tiira-shabii taar taar tum bhii karo
Faragh Rohvi
Ghazal
hazaar qaafila-e-zindagii kii tiira-shabii
ye raushnii sii ufuq ke qariib kyaa kahnaa
Majeed Amjad
Ghazal
ai charKH na tuu roz-e-siyah 'miir' pe laanaa
bechaara vo ik na.ara-zan niim-shabii hai