SEARCH RESULTS
Showing search results for "shafii"
Ghazal MATCHES FOR "shafii"
Ghazal
sunaa hai us ko bhii hai sher o shaa.irii se shaGaf
so ham bhii mo.ajize apne hunar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n na kahtaa thaa davaa.e.n nahii.n kaam aa.e.ngii
jaantaa thaa tirii aavaaz hii shaafii hai mujhe
Jawad Sheikh
Ghazal
rab to hai shaafii-e-mutlaq hai shifaa-baKHsh vahii
sar dar-e-Gair pe tum apnaa jhukaayaa na karo
Hajra Noor Zaryab
Ghazal
gunaahgaar huu.n mai.n vaa.izo tumhe.n kyaa fikr
miraa mu.aamla chho.Do shafii-e-mahshar par
Aasi Ghazipuri
Ghazal
Asif Shafi
Ghazal
jaa.n ke ziyaa.n ko Gam kii talaafii samajh liyaa
kam-hauslo.n ne maut ko shaafii samajh liyaa
Shakeel Jazib
Ghazal
Mohammad Shafi Sitapuri
Ghazal
umr saarii tirii chaahat me.n bitaanii pa.D jaa.e
ye bhii mumkin hai ki ye aag bujhaanii pa.D jaa.e
Asif Shafi
Ghazal
ek yuusuf ke KHariidaar hu.e hai.n ham log
phir mohabbat me.n giraftaar hu.e hai.n ham log
Asif Shafi
Ghazal
ye mo.ajiza bhii kisii roz kar hii jaanaa hai
tire KHayaal se ik din guzar hii jaanaa hai
Asif Shafi
Ghazal
aa.nkho.n se kaa.enaat ke aa.nsuu Tapak pa.De
shaafii ko is jahaan me.n biimaar dekh kar