SEARCH RESULTS
Showing search results for "shagl"
Ghazal MATCHES FOR "shagl"
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
anjaam hu.aa apnaa aaGaaz-e-mohabbat me.n
is shaGl ko jaa.n-farsaa aisaa to na thaa jaanaa
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
gunah gunah na rahaa itnii baada-noshii kii
ab ek shaGl hai kuchh lazzat-e-sharaab nahii.n
Jaleel Manikpuri
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
shaGl-e-sayyaad yahii sub.h o masaa hotaa hai
qaid hotaa hai ko.ii ko.ii rihaa hotaa hai
Qamar Jalalvi
Ghazal
taaluu se yaa.n zabaan sahar tak nahii.n lagii
thaa kis ko shaGl-e-naGma-e-saraa.ii tamaam shab
Momin Khan Momin
Ghazal
go arz-o-talab ek hasii.n shaGl hai lekin
is khel me.n ba.Dh jaataa hai andesha-e-jaa.n aur
Bismil Sabri
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Faiz Dakani
Ghazal
mai piinaa 'adam' aur qadam chuumnaa un ke
hai shaGl yahii ab sahar-o-shaam hamaaraa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
har nafas ai jiine vaalo shaGl-e-paimaana rahe
be-KHudii ko zindagii kaa paasbaa.n karte chalo
Saghar Siddiqui
Ghazal
dil de ke rahaa girya-e-KHuunii kaa mujhe shaGl
baaqii thaa jigar so use yuu.n khaa ga.ii.n aa.nkhe.n
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
bos-o-kanaar-o-vasl-e-hasiinaa.n hai KHuub shaGl
kamtar buzurg ho.nge KHilaaf is KHayaal ke