SEARCH RESULTS
Showing search results for "shakhs"
Ghazal MATCHES FOR "shakhs"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
kyaa kahe.n kitne maraasim the hamaare us se
vo jo ik shaKHs hai mu.nh pher ke jaane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
KHudaa kii itnii ba.Dii kaa.enaat me.n mai.n ne
bas ek shaKHs ko maa.ngaa mujhe vahii na milaa
Bashir Badr
Ghazal
jab se tuu ne mujhe diivaana banaa rakkhaa hai
sa.ng har shaKHs ne haatho.n me.n uThaa rakkhaa hai
Hakeem Nasir
Ghazal
qurbat bhii nahii.n dil se utar bhii nahii.n jaataa
vo shaKHs ko.ii faisla kar bhii nahii.n jaataa
Ahmad Faraz
Ghazal
Shahryar
Ghazal
tuu chho.D rahaa hai to KHataa is me.n tirii kyaa
har shaKHs miraa saath nibhaa bhii nahii.n saktaa
Waseem Barelvi
Ghazal
ye ilm kaa saudaa ye risaale ye kitaabe.n
ik shaKHs kii yaado.n ko bhulaane ke liye hai.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
dil bhii paagal hai ki us shaKHs se vaabasta hai
jo kisii aur kaa hone de na apnaa rakkhe
Ahmad Faraz
Ghazal
ai shaKHs ab to mujh ko sabhii kuchh qubuul hai
ye bhii qubuul hai ki tujhe chhiin le ko.ii