SEARCH RESULTS
Showing search results for "short"
Ghazal MATCHES FOR "short"
Ghazal
junuu.n vahii hai vahii mai.n magar hai shahr nayaa
yahaa.n bhii shor machaa luu.n agar ijaazat ho
Jaun Eliya
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
ta.aliim kaa shor aisaa tahziib kaa Gul itnaa
barkat jo nahii.n hotii niyyat kii KHaraabii hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
shoKHii sii hai savaal-e-mukarrar me.n ai kaliim
shart-e-razaa ye hai ki taqaazaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
ye kis ne jalva hamaare sar-e-mazaar kiyaa
ki dil se shor uThaa haa.e be-qaraar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Varun Anand
Ghazal
shaayad vo mil hii jaa.e magar justujuu hai shart
vo apne naqsh-e-paa to miTaa kar nahii.n gayaa
Shahzad Ahmad
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
shor yuu.nhii na parindo.n ne machaayaa hogaa
ko.ii jangal kii taraf shahr se aayaa hogaa
Kaifi Azmi
Ghazal
vahshat-e-KHvaab-e-adam shor-e-tamaashaa hai 'asad'
jo maza jauhar nahii.n aa.iina-e-ta.abiir kaa