SEARCH RESULTS
Showing search results for "shub.haa"
Ghazal MATCHES FOR "shub.haa"
Ghazal
sunaa hai teG ko qaatil ne aab-daar kiyaa
agar ye sach hai to be-shub.ha ham pe vaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
muubaaf surKH kyuu.n na ho gesuu-e-yaar me.n
shab-KHuun yaa'nii laate hai.n shub.haa-e-taar me.n
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
vaqt kaa daaman phisaltaa jaa rahaa hai
'umr kaa pal pal nikaltaa jaa rahaa hai
Shubha Shukla Mishra adhar
Ghazal
vaada-KHilaafiyo.n se terii hai dil me.n shub.ha
hove jo hashr me.n bhii diidaar hai ta.ajjub
Waliullah Muhib
Ghazal
Shubha Shukla Mishra adhar
Ghazal
nahii.n is chup ke piichhe kuchh nahii.n aisaa
bas ik shub.haa saa hai tum se bhii vaabasta
Alok Mishra
Ghazal
an-sunii kartaa nahii.n us ko sunaa kar dekhnaa
hausla rakh kar KHudaa ko sach bataa kar dekhnaa
Shubha Shukla Mishra adhar
Ghazal
uljhano.n me.n hii ulajhtii zindagaanii rah ga.ii
bas vafaa.o.n kii badaulat shaadmaanii rah ga.ii
Shubha Shukla Mishra adhar
Ghazal
chuu.nki karam pe ham tire shubha na kar sake
bas ai KHudaa gunaah se tauba na kar sake
Zain Ramish
Ghazal
Shubha Shukla Mishra adhar
Ghazal
KHalq ko parda-nashii.n ke ishq kaa shub.ha hu.aa
aa.nkh par aksar jo ham ruumaal dhar royaa kiye
Karamat Ali Shaheedi
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
piyuu.n sharaab agar KHum bhii dekh luu.n do-chaar
ye shiisha o qadah o kuuza o subuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
tumhaare hijr kii shab-haa-e-kaar me.n jaanaa.n
ko.ii charaaG jalaa luu.n agar ijaazat ho
Jaun Eliya
Ghazal
mere labo.n pe mohr thii par mere shiisha-ruu ne to
shahr ke shahr ko miraa vaaqif-e-haal kar diyaa
Parveen Shakir
Ghazal
badan churaa ke vo chaltaa hai mujh se shiisha-badan
use ye Dar hai ki mai.n to.D pho.D duu.ngaa use
Rahat Indori
Ghazal
'muniir' dasht shuruu.a se saraab-aasaa thaa
is aa.ine ko tamannaa kii aab kyaa dete