SEARCH RESULTS
Showing search results for "shumaar"
Ghazal MATCHES FOR "shumaar"
Ghazal
ye qurb kyaa hai ki tuu saamne hai aur hame.n
shumaar abhii se judaa.ii kii saa.ate.n karnii
Ahmad Faraz
Ghazal
na aa.e raah pe vo ijz be-shumaar kiyaa
shab-e-visaal bhii mai.n ne to intizaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Akhtar Shumar
Ghazal
Gair-mumkin hai tire ghar ke gulaabo.n kaa shumaar
mere riste hu.e zaKHmo.n ke hisaabo.n kii tarah
Parveen Shakir
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
vo hiila-gar hai.n jo majbuuriyaa.n shumaar kare.n
charaaG ham ne jalaa.e havaa ke hote hu.e
Ahmad Faraz
Ghazal
Noshi Gilani
Ghazal
KHafaa thii shaaKH se shaayad ki jab havaa guzrii
zamii.n pe girte hu.e phuul be-shumaar dikhe
Gulzar
Ghazal
sa.ii-e-paiham hai taraazu-e-kam-o-kaif-e-hayaat
terii miizaa.n hai shumaar-e-sahar-o-shaam abhii
Allama Iqbal
Ghazal
kyaa jaane rahmato.n ne liyaa kis tarah hisaab
do chaar bhii gunaah na nikle shumaar me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
abhii na kar mirii tashkiil mujh ko naam na de
tire vajuud se baahar me.n kis shumaar me.n huu.n
Adil Mansuri
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
tirii panaah me.n rah kar bhii jo nahii.n mahfuuz
miraa shumaar hai aise hii be-panaaho.n me.n