SEARCH RESULTS
Showing search results for "sidhaar"
Ghazal MATCHES FOR "sidhaar"
Ghazal
kaun bataa.e kaun sujhaa.e kaun se des sidhaar ga.e
un kaa rasta takte takte nain hamaare haar ga.e
Habib Jalib
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
kis des ko sidhaar ga.ii.n ai jamaal-e-yaar
ra.ngii.n labo.n pe khel ke kuchh muskuraahaTe.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
jhalak dikhaa ke achaanak sidhaar jaataa hai
misaal-e-KHvaab hasii.n hai haqiiqat-e-insaa.n
Zameer Azhar
Ghazal
ab us ke shahr me.n Thahre.n ki kuuch kar jaa.e.n
'faraaz' aa.o sitaare safar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
viiraa.n hai mai-kada KHum-o-saaGar udaas hai.n
tum kyaa ga.e ki ruuTh ga.e din bahaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
mujh ko chalne do akelaa hai abhii meraa safar
raasta rokaa gayaa to qaafila ho jaa.uu.ngaa
Waseem Barelvi
Ghazal
safar me.n dhuup to hogii jo chal sako to chalo
sabhii hai.n bhii.D me.n tum bhii nikal sako to chalo
Nida Fazli
Ghazal
mai.n tire saath sitaaro.n se guzar saktaa huu.n
kitnaa aasaan mohabbat kaa safar lagtaa hai
Bashir Badr
Ghazal
vo ham-safar thaa magar us se ham-navaa.ii na thii
ki dhuup chhaa.nv kaa aalam rahaa judaa.ii na thii
Naseer Turabi
Ghazal
judaa.iyaa.n to muqaddar hai.n phir bhii jaan-e-safar
kuchh aur duur zaraa saath chal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
go haath ko jumbish nahii.n aa.nkho.n me.n to dam hai
rahne do abhii saaGar-o-miinaa mire aage