SEARCH RESULTS
Showing search results for "silsila"
Ghazal MATCHES FOR "silsila"
Ghazal
mujh pe hii KHatm hu.aa silsila-e-nauhagarii
is qadar gardish-e-ayyaam pe ronaa aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
shaa.irii taaza zamaano.n kii hai me.amaar 'faraaz'
ye bhii ik silsila-e-kun-fayakuu.n hai yuu.n hai
Ahmad Faraz
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
Fani Badayuni
Ghazal
ab kaun zaKHm o zahr se rakkhegaa silsila
jiine kii ab havas hai hame.n ham to mar ga.e
Jaun Eliya
Ghazal
hame.n hamaarii anaa.e.n tabaah kar de.ngii
mukaalme kaa agar silsila nahii.n karte
Amjad Islam Amjad
Ghazal
dilo.n ko fikr-e-do-aalam se kar diyaa aazaad
tire junuu.n kaa KHudaa silsila daraaz kare
Hasrat Mohani
Ghazal
Naseer Turabi
Ghazal
tuu nahii.n to zindagii me.n aur kyaa rah jaa.egaa
duur tak tanhaa.iyo.n kaa silsila rah jaa.egaa
Iftikhar Imam Siddiqi
Ghazal
apnii shikaayate.n na sahii teraa Gam sahii
iz.haar-e-daastaa.n kaa ko.ii silsila to hai
Jameel Malik
Ghazal
maanaa ye zindagii hai farebo.n kaa silsila
dekho kisii fareb ke jauhar kabhii kabhii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
silsila mere safar kaa kabhii TuuTaa hii nahii.n
mai.n kisii mo.D pe dam lene ko Thahraa hii nahii.n
Sultan Akhtar
Ghazal
bane-banaa.e se rasto.n kaa silsila niklaa
nayaa safar bhii bahut hii gurez-paa niklaa
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
ab bhii kuchh logo ne bechii hai na apnii aatmaa
ye patan kaa silsila kuchh aur chalnaa chaahiye