SEARCH RESULTS
Showing search results for "sire"
Ghazal MATCHES FOR "sire"
Ghazal
mai.n chaahtaa huu.n mohabbat sire se miT jaa.e
mai.n chaahtaa huu.n use sochnaa muhaal na ho
Jawad Sheikh
Ghazal
judaa hai hiir se raa.njhaa ka.ii zamaano.n se
na.e sire se kahaanii ko phir likhaa jaa.e
Nida Fazli
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ik shar-e-musalmaanii ik jazb-e-musalmaanii
hai jazb-e-musalmaanii sirr-e-falak-ul-aflaak
Allama Iqbal
Ghazal
vo raabte jo kiye KHud hii kal-adam ham ne
na.e sire se phir un ko bahaal kyaa karnaa
Hasan Abbas Raza
Ghazal
ab is sazaa se ba.Dii aur kyaa sazaa hogii
na.e sire se puraanaa hisaab denaa pa.Daa
Haseeb Soz
Ghazal
na.e sire se jal uTThii hai phir puraanii aag
ajiib lutf tujhe bhuulne me.n aayaa hai
Jamal Ehsani
Ghazal
har aah-e-sirr-e-paiham dil se nikal nikal kar
dil kii tabaahiyo.n kaa afsaana kah rahii hai
Shakeel Badayuni
Ghazal
kisii kaa naqsh banaate hai.n lauh-e-dil par ham
kisii kaa aks sar-e-aa.iina banaate hai.n
Khurshid Talab
Ghazal
sire se jo kahii.n maujuud hii na thaa aaKHir
vo naqs bhii mire kirdaar se nikal aayaa
Zafar Iqbal
Ghazal
laa.o to sirr-e-dahr ke mafhuum kii KHabar
uqda agarche ko.ii bhii mohmal nahii.n rahaa
Saadat Saeed
Ghazal
mujhe sire se paka.D kar udhe.D detii hai
mai.n ek jhuuT vo sachche subuut jaisii hai