SEARCH RESULTS
Showing search results for "slide"
Ghazal MATCHES FOR "slide"
Ghazal
shoKHii-e-naira.ng said-e-vahshat-e-taa.uus hai
daam-e-sabza me.n hai parvaaz-e-chaman tasKHiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
kaun thaa said-e-vafaadaar ki ab tak sayyaad
baal-o-par us ke tire tiir liye phirte hai.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
har suu sar-e-tasliim rakhe said-e-haram hai.n
vo said-fagan teG-ba-kaf taa kidhar aave
Meer Taqi Meer
Ghazal
vo rashk-e-Gazaalaa.n thaa magar daam me.n us ke
ham jaise ka.ii said-e-zabuu.n-haal ba.ndhe the
Ahmad Faraz
Ghazal
pahu.nchaa qariib marg ke vo said-e-naa-qubuul
jo terii said-e-gaah se Tak duur ho gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
is said-e-muztarib ko tahammul se zab.h kar
daamaan o aastii.n na lahuu me.n laThe.D tuu
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n said-e-naa-tavaa.n bhii tujhe kyaa karuu.ngaa yaad
zaalim ik aur tiir lagaayaa to kyaa hu.aa
Meer Taqi Meer
Ghazal
said-e-karishma is liye hote nahii.n ki ham
pahle se zaKHm-KHurda fareb-e-vafaa ke hai.n
Ismail Merathi
Ghazal
na chho.D said-e-mohabbat ko KHaak par sayyaad
use bhii Daal le tuu dosh par kamaa.n kii tarah
Dagh Dehlvi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
bazm-e-qadah se aish-e-tamannaa na rakh ki ra.ng
said-e-ze-daam-e-jasta hai us daam-gaah kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
zindagii taa.ir-e-sahraa thii ba-shauq-e-parvaaz
zindagii said-e-tah-e-daam hu.ii jaatii hai
Jameel Mazhari
Ghazal
ai shahsavaar us ko bhii kar le tuu ab shikaar
ye said-e-dil bhii umr se ummiid-vaar hai
Asifud Daula
Ghazal
kyaa mazaa hai teG-e-qaatil me.n ki aksar said-e-ishq
aan kar us par raga.Dte apnii gardan aap hai.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
fitraak jis kaa aksar lohuu me.n tar rahe hai
vo qasd kab kare hai is said-e-naa-tavaa.n kaa