SEARCH RESULTS
Showing search results for "speed"
Ghazal MATCHES FOR "speed"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
shoKHii-e-naira.ng said-e-vahshat-e-taa.uus hai
daam-e-sabza me.n hai parvaaz-e-chaman tasKHiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Saeed Rahi
Ghazal
zauq-e-parvaaz-e-tab-o-taab ataa farmaa kar
said ko laa.iq-e-sayyaad kiyaa hai mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
kahaa.n kisii kii himaayat me.n maaraa jaa.uu.ngaa
mai.n Gam-shanaas muravvat me.n maaraa jaa.uu.ngaa
Rana Saeed Doshi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
zindagii kyaa hu.e vo apne zamaane vaale
yaad aate hai.n bahut dil ko dukhaane vaale
Akhtar Saeed Khan
Ghazal
kaun thaa said-e-vafaadaar ki ab tak sayyaad
baal-o-par us ke tire tiir liye phirte hai.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
zavaal-e-taaqat o muu-e-sapiid o zof-e-basar
inhii.n se paa.e bashar maut ke qariino.n ko
Meer Anees
Ghazal
dil-mohalle me.n ajab ek qafas thaa yaaro
said ko chho.D ke rahne lagaa sayyaad us me.n
Jaun Eliya
Ghazal
ye said-gaah-e-ishq hai Thahraa.iye nigaah
sayyaad-e-muztarib se na hogaa shikaar dil
Dagh Dehlvi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
dil-e-shoriida kii vahshat nahii.n dekhii jaatii
roz ik sar pe qayaamat nahii.n dekhii jaatii
Akhtar Saeed Khan
Ghazal
har suu sar-e-tasliim rakhe said-e-haram hai.n
vo said-fagan teG-ba-kaf taa kidhar aave
Meer Taqi Meer
Ghazal
aaj bhii said-gah-e-ishq me.n husan-e-saffaak
liye abruu kii lachaktii sii kamaa.n hai ki jo thaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ye haqiiqat hai ki hotaa hai asar baato.n me.n
tum bhii khul jaa.oge do chaar mulaaqaato.n me.n