SEARCH RESULTS
Showing search results for "surkhi-e-afsaana-e-dil"
Ghazal MATCHES FOR "surkhi-e-afsaana-e-dil"
Ghazal
kaise bantaa hai lahuu surKHii-e-afsaana-e-dil
kaise bantaa hai qalam nok-e-sinaa.n dekhte hai.n
Arsh Siddiqui
Ghazal
Shafeeq Barelvi
Ghazal
mukammal surKHi-e-afsaana-e-dil hotii jaatii hai
hamaarii daastaa.n sun.ne ke qaabil hotii jaatii hai
Shifa Gwaliari
Ghazal
Arsh Malsiyani
Ghazal
afsaana-e-junuun-e-mohabbat sunaa.e kaun
aa.nsuu bahaa.e kaun kisii ko rulaa.e kaun
Faizi Nizam Puri
Ghazal
afsaana-e-hayaat-e-pareshaa.n ke saath saath
duniyaa badal ga.ii Gam-e-pinhaa.n ke saath saath
Azeem Murtaza
Ghazal
kitnaa hasii.n thaa jurm-e-Gam-e-dil ki do-jahaa.n
dar pe hai.n aaj tak mire ra.ng-e-qubuul ke
Dil Ayubi
Ghazal
ai 'dil' bahut KHaraab hai.n haalaat shahr ke
yaa.n jis kisii se baat karo muKHtasar karo
Dil Ayubi
Ghazal
faa’ilaatun kaa nasha jin pe cha.Dhaa hai ai dil
vo mere fan kii sataa.ish nahii.n karne vaale
Dil Sikandarpuri
Ghazal
ai 'dil' inhe.n idraak kahaa.n namratiyo.n kaa
jo kahte hai.n pal bhar me.n bayaabaa.n se guzar jaa
Dil Ayubi
Ghazal
uns kyuu.nkar na ho ai dil mujhe viiraano.n se
har KHaraabe me.n miraa ghar nazar aataa hai mujhe
Dil Ayubi
Ghazal
kyo.n havaa ham ko samajhne lagii dushman ai dil
ham diye bechte phirte hai.n salaa.ii to nahii.n
Dil Sikandarpuri
Ghazal
ban ga.ii husn-e-talab bhii to mu.amma ai 'dil'
dard maa.ngaa thaa vo samjhe ki davaa maa.ngii thii
Dil Ayubi
Ghazal
Dil Ayubi
Ghazal
is shahr me.n to kuchh nahii.n rusvaa.ii ke sivaa
ai 'dil' ye 'ishq le ke kidhar aa gayaa tujhe
Dil Ayubi
Ghazal
KHarch itnaa bhii na ashko.n ko kiyaa kar ai 'dil'
Dher ro dene se ye aa.nkh chipak jaatii hai