SEARCH RESULTS
Showing search results for "ta.ngii"
Ghazal MATCHES FOR "ta.ngii"
Ghazal
tujh se mil kar hame.n ronaa thaa bahut ronaa thaa
ta.ngi-e-vaqt-e-mulaaqaat ne rone na diyaa
Sudarshan Faakir
Ghazal
sharaab dil kii talab thii shara ke pahre me.n
ham itnii ta.ngii me.n us ko sharaab kyaa dete
Muneer Niyazi
Ghazal
ta.ngi-e-dil kaa gila kyaa ye vo kaafir-dil hai
ki agar ta.ng na hotaa to pareshaa.n hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
zaKHm ne daad na dii ta.ngi-e-dil kii yaa rab
tiir bhii siina-e-bismil se par-afshaa.n niklaa
Mirza Ghalib
Ghazal
juz qais aur ko.ii na aayaa ba-ruu-e-kaar
sahraa magar ba-ta.ngi-e-chashm-e-hasuud thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
gila hai shauq ko dil me.n bhii ta.ngi-e-jaa kaa
guhar me.n mahv hu.aa iztiraab dariyaa kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
fashaar-e-ta.ngii-e-KHalvat se bantii hai shabnam
sabaa jo Gunche ke parde me.n jaa nikaltii hai
Mirza Ghalib
Ghazal
KHalvat-e-aabila-e-paa me.n hai jaulaa.n meraa
KHuu.n hai dil ta.ngii-e-vahshat se bayaabaa.n meraa
Mirza Ghalib
Ghazal
hai zarra zarra ta.ngi-e-jaa se Gubaar-e-shauq
gar daam ye hai vus.at-e-sahraa shikaar hai
Mirza Ghalib
Ghazal
jo bhii Guncha tire ho.nTo.n pe khilaa kartaa hai
vo tirii ta.ngii-e-daamaa.n kaa gilaa kartaa hai
Qateel Shifai
Ghazal
tangii lagaa hai karne dam apnaa bhii har gha.Dii
ku.Dhne ne dil ke jii ko hamaare khapaa diyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
us ke dahaan-e-ta.ng kii ta.ngii na puuchhiye
ejaaz samjhe baat jo mu.nh se nikal ga.ii
Mirza Raza Barq
Ghazal
mashGuul hai.n safaa.ii-o-tausi-e-dil me.n ham
ta.ngii na is makaan me.n ho mehmaan ko
Ahmad Javaid
Ghazal
ta.ngii-e-imroz me.n aa.inda ke aasaar hai.n
ek zid ba.Dh kar kisii sukh kaa nishaa.n hotii ga.ii
Muneer Niyazi
Ghazal
ta.ngii-o-vus.at-e-kaunain me.n nisbat kaisii
dar-e-tauba se dar-e-mai-kadaa ho baaz judaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ik umr lagii terii kushaada-nazrii me.n
is ta.ngi-e-daamaa.n ko giraanii se nikalte
Saleem Kausar
Ghazal
hai KHatm yaar-e-jaanii tere dahan kii ta.ngii
kahne kii baat nii.n hai baariik hai mu.ammaa