SEARCH RESULTS
Showing search results for "tab.a"
Ghazal MATCHES FOR "tab.a"
Ghazal
ab to KHurshiid ko guzre hu.e sadiyaa.n guzrii.n
ab use Dhuu.nDne mai.n taa-ba-sahar jaa.uu.ngaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
logo.n ko hai KHurshiid-e-jahaa.n-taab kaa dhokaa
har roz dikhaataa huu.n mai.n ik daaG-e-nihaa.n aur
Mirza Ghalib
Ghazal
vo ik jamaal jalvaa-fishaa.n hai zamii.n zamii.n
mai.n taa-ba-aasmaa.n na hu.aa kuchh nahii.n hu.aa
Jaun Eliya
Ghazal
kyuu.n jal gayaa na taab-e-ruKH-e-yaar dekh kar
jaltaa huu.n apnii taaqat-e-diidaar dekh kar
Mirza Ghalib
Ghazal
ek aalam nazar aa.egaa giraftaar tumhe.n
apne gesuu-e-rasaa taa-ba-kamar jaane do
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
tire maqaam ko anjum-shanaas kyaa jaane
ki KHaak-e-zinda hai tuu taaba-e-sitaara nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
ab apne-aap ko Dhuu.nDe.n kahaa.n kahaa.n jaa kar
adam se taa-ba-adam apnaa naqsh-e-paa niklaa
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
kyaa jaane kab kis saa.at me.n tab.a ravaa.n ho jaa.e
ye dariyaa be-mausam bhii tuGyaanii kartaa hai
Iftikhar Arif
Ghazal
kaafir hai to hai taaba-e-taqdiir musalmaa.n
momin hai to vo aap hai taqdiir-e-ilaahii
Allama Iqbal
Ghazal
jo imtihaan-e-tab.a kare apnaa ai 'zafar'
to kah do us ko taur pe tuu is Gazal ke chal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
haasil-e-kunj-e-qafas vahm-ba-kaf tanhaa.ii
raunaq-e-shaam-e-safar taa-ba-sahar sannaaTaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
kaliyo.n kii tarah phuuT sar-e-shaaKH-e-tamannaa
KHushbuu kii tarah phail chaman-taa-ba-chaman tuu