SEARCH RESULTS
Showing search results for "tabar-yaazii"
Ghazal MATCHES FOR "tabar-yaazii"
Ghazal
chiiKHte KHvaabo.n kii ta.abiir yahii kahtii hai
hogii ha.Dtaal kahii.n to kahii.n dharnaa hogaa
Anwar Minai
Ghazal
jo taalibaan-e-naqd-e-haqiiqat hai.n un ke ta.ii.n
paars yahii tajjaar yahii kiimiyaa yahii
Shah Meer Rai Choti
Ghazal
yahii nahii.n ki nigaaho.n ko ashk-baar kiyaa
tire firaaq me.n daaman bhii taar taar kiyaa
Iqbal Kaifi
Ghazal
mujh KHaanumaa-KHaraab ko rusvaa bhii kar diyaa
thii ik yahii kamii mire haal-e-tabaah me.n
Mahboob-ul-Haq Arman
Ghazal
tabaah kar gayaa sab ko mire gharaane kaa
vahii junuun hathelii pe phuul ugaane kaa
Musavvir Sabzwari
Ghazal
hamaare lams ne sab taar kas diye us ke
vo jhanjhanaane ko bekal rabaab ya.anii tuu
Mehshar Afridi
Ghazal
tah bhii ik sat.h kii ta.abiir hai sunte the yahii
sat.h par tairne vaalo.n kii zabaanii ya.anii
Muhib Aarfi
Ghazal
KHvaab ko KHvaab kii taa'biir se pahchaanaa hai
yaa'nii KHud ko tirii tasviir se pahchaanaa hai
Shaheen Abbas
Ghazal
to pahle meraa hii haal-e-tabaah likh liije
phir apne aap ko aalam panaah likh liije
Bekal Utsahi
Ghazal
rishta kaise TuuTtaa hai KHvaab se ta.abiir kaa
aa.o dikhlaa.uu.n tumhe.n ye khel bhii taqdiir kaa
Qaisar Siddiqi
Ghazal
Mehdi Jafar
Ghazal
aa tire sang zaraa pe.ng ba.Dhaa.ii jaa.e
zindagii baiTh tujhe chaa.e pilaa.ii jaa.e
Shamim Abbas
Ghazal
us kii KHvaahish hai yahii harf-e-vazaahat ke baGair
ab ko.ii KHvaab bhii dekhe na ijaazat ke baGair
Pirzada Qasim
Ghazal
kaho buto.n se ki ham tab.a saada rakhte hai.n
phir un se arz-e-vafaa kaa iraada rakhte hai.n